Azaan is fool guy

  •  
  • Page of 1 Go
  •  
Posted: 4 years ago

Agar Shayra innocent hai than Azaan fool hai.Aaj tak ghar mein jo bhi hua mean Shayra ko jabardasti Yasmeen khala ki khooni banana,Dadi ki drama aur ab Adil ki drama so in sab ki beach Azaan ne kya kiya? kuch bhi nahi bas chup chap tamasha dekte reh gaya.Kabi Shayra ko bacha paya? Shayra ne khoon nahi kiya woh tak proove nahi kar paya agar usko lagta hai video edict kiya yeh real wala video nahi hai than Azaan ko pura try karna cahiye tha real video samne le aane ke liye but no kuch bhi nahi kiya.Dadi ki drama bhi Shayra ne end kiya demag chala ke Noor,Razia,khalid sab tha but Azaan kaha tha?Aur ab Adil ko just doubt kar raha hai koi proof toh hai nahi bas doubt aur kabi koi proof milega bhi nahi is gadhe ko.Kyuki Azaan proofe dhoondne mein time waste nahi karega just doubt karna ungli uthana isko only yahi ata hai.Aur ab toh doubt kaam jealousy dika raha hai.Agar Adil 10 kadam Shayra se door reheta toh Azaan jealousy toh door doubt karna bhi band kar deta lakin nahi ab isko doubt nahi jealousy jaida hogya.Ab proofe dhoond ne ki jagah Shayra ki character par ungli uthayega agar woh video clips dekh liya toh.Aur khud Noor ki pass jakar royega aur bolega Shayra ne muje dhoka diya lol.Diana khud interview bola Shayra ne toh Adil ko bhai tak maan liya lakin Adil kuch aur hi plan bana raha hai.Ab Azaan bolega Shayra ko two days ka ek ladke ko itna imp de diya aur itna innocent samaj liya aur trust bhi.Than what about Noor? Noor toh two days ki nahi bachpaan ki hai phir bhi Azaan ki kushi chinn ne ki try kiya tha na?? but its good that she turn posetive.Actually Azaan is good for Nothing.Noor itna kuch kiya phir bhi usko maaf karke aankhe baand karke trust karega lakin Shayra ki time pe no trust.khud Shayra ko kal innocent bola toh thik hai Azaan ki wife innocent hai kuch samaj nahi ata than tu kyu Shayra par gussa hai kyu Shayra ko itna question kar raha hai? Khud toh Adil ki against kuch nahi kar paate hai upar se Shayra ko taqleef deta hai.Aaj tak toh yehi sab karte aya hai Azaan.Razia ki beta ek no ki gadhe hai.Bas ab Shayra ko blame karega aur Noor se chipke ga isko aur kuch ata nahi hai.Shayra ko do paal kushi diya toh do paal se jaida take rulaya.Edited by niasharman - 4 years ago

  1  

Related Topics

No Related topics found

Topic Info

1 Participants 0 Replies 974Views

Topic started by niasharman

Last replied by niasharman

loader
loader
up-open TOP