•  
  • Page of 1 Go
  •  
Posted: 4 years ago

Door bell rings.

Mini opens the door and HS enters.

Mini greets- hello H uncle, he looked but no answer, but his eye were like they had many questions.... Mini is bit shocked to see his face and asked if everything is okay. 

HS replied... thari mummy kahan hai, usne bula aur tu bhi aaja maare kamre mein... kush baat karni sai private main. 

Mini- H uncle sab theek hai.....

HS- haan, bas aaja apni mummy ne leke.

HS sitting in room with deep thoughts....

Babita n mini enters the room....HS closes the door  and asked them to sit....Babita looked at him and noticed his red teary eyes while sitting.

HS clears throat while standing infront of them... Tried to say something but stops..... then gather all the strength again and starts..... Ajj main sab kush share karna chahta hoon..... maari beti se our biwi se.....apni family se...... HS dragged the chair and sits near them.

HS looked into mini's eyes and starts his conversation - Dekh chori hum ib ek family hain, main to yahi sochta hoon,  Par maare ko mehsoos nahi hota..... Jab ghar aata hoon woh vali feeling na aati jo pehle thi.....

HS pauses.... then starts again......Par ajj ik baat bahut baria lagi manne, he looked at babita with little smile on his face....woh yeh ke thaari ma ne mere se saari baat share ki.... saari baat aur haq se jaise tu kiya karti thi pehle.....par ib na........ Thari mummy ne sab batayea.. teri aur thari mummy ki ladaii ke barre main- ke isne ke bola aur tune ke bola....sab kush......  Babita looked tensed as what HS is going to say, looked scared as if HS is going to scold her daughter...

HS continues with heavy heart....Sun ne ke baad aisa laga ke yeh woh maa beti na hain.... joh kush mahine pehle haveli main ayi thi.....aur ik dujje ko smabhalti thi,  samajti thi.... pause.....Ek vishwaas tha dono main....atoot vishwaas,  jo ib na hai.....manne na pata ki kya hua.... jo laga bol raha hoon. Mini looked puzzled as she was confirming.... that she wasn't sharing things ... anymore.....

HS looked at mini and continued in very polite tone ....Chori thaari maa selfish na hai, agar selfish hoti to kab ka ghar chod deti, tanne bhi chod deti aur apni zindgi jeene lagti..... Tu manne ye bata ke konsa selfish insaan 17 saal tak kissi ke intzaar main baitha rehta hai.... ji hazoori karta hai....bina kush bole,  bina koi shikayat kiye.... Par thaari mummy karti gayi... kion ki  isme himmat na thi, ke kush bole.... kion ke yeh aisi hi hai.... iski parvarish hi aisi hui ha...ke bolna nahi..... sasural main darr ke rehna.....pati ki sewa karna.... saas sasur ki sewa karna... Agar koi kush bole-yan taane maare...seh lena.... kion ke yahi bahu ka dharam hai.... 

HS looked at Babita as he had felt her pain and continued......Thaari maa ne yahi kiya, aur ib bhi yahi kar rahi hai, sab sunti hai....koi phi taane marre kush bhi bole.....Magar jab isne pehli baar jawab de diya to selfish ban gayi.....Aur ley aayi thaare dadu aur dadi ko yahan, bina yeh soche....... ke wahi waqt yaad aata rahe ga..... jo 17 saal tak saha....... bas yahi soch ke le aayi.....ke unka ib koi nahi tere bina aur apna bhool gayi. .........Mini looks at babes with teary eyes and holds her hands tight... babes wipes her tears but couldn't stop her own...

HS continues.. staring intently

Chori har insaan alag hota hai, Maari Imrati bhi alag thi.....ikdam na darne wali... agar woh thari maa ki jagah hoti....to woh na sehati yeh sab........ Tu bhi alag hai, maari veer balika hai, tu bai na sahe gi ye sab........ datt ke khadi hoti apne haq ke liye, Sherni hai tu maari. hai ke na? HS asked... minni nodded her head in agreement.

....Main bhi to alag hun.... HS pointed at himself..... mere mein bhi to himmat na thi apni maayi ko bachane ki, bapu roz marta tha mayi koi..... par main kush na kar saka.... phir bhi bapu ke sewa ki.......aant tak ki... aur Imrati se bhi karwayi.... himmat na thi chori mere main bapu ke khilaf Jane ki.... Hs looked tensed, heavy at heart but continued... par ik cheez shuru ki, yeh kehna ke main Hanuman Singh vald dashrath Singh vald jarnail Singh, yeh Maine isliye shuru kiya .... ke mujhe yeh yaad rahe ke jo bapu ne meri maa ke saath kya kiya woh mujhe apni biwi se nahi karna.... isi Liye har baat apna naam aise lata hoon ke bhoolon na.....

Hs grabs mini's hand and continued ...Par chori ik baat hai.. jo main thaare ko shuru se kehta aa raha hoon... ke apne gusse pe control kar, kion ke gusse main hum kush aisa bol jaate  hain... jo baad mein bahut takleef deta hai. Main bhi thaari maa ko gusse main essi baat bol di thi jiske baare main ajj bhi soch kar 100 bar marta hoon, maafi bhi na maag saka ache se, himmat na thi... par ajj pachta raha hoon ke kion bola... tab so cha tha ki theek kar raha hoon... par Galat tha main....... Isi liye kehta hoon..... jab bhi gussa aayye to kaabu kar. Mini looked at him silently as saying she will......

HS turns his face towards Babita- Ji ik baat kehni hai aap se bhi... 

Babita: Ji nahiye? 

Ji aap ne kaise shakk kar lila veer balika pe? Aur itna kush suna diya.... aur woh bi sab ke samne, ab woh choti na hai... aap marre se hi puch leti pehle... 

Babita...realizing her mistake and said yes, I made big mistake and I am feeling very sorry for that, main kabi maaf na kar paungi .. apne aap ko and shared glance with Mini, Mini hugged babes and cried... 

Na rona na hai kisi ne yahan.. pata hai na haveli ke rules? HS asked... Mini Babita confirms

HS continues with mini

Aur ik aur baat, maare aur thari mummy ke pyar ke bare main..... manne thaari maa se pyaar ka pata chal geya tha, clear tha main shuru se.... bilkul clear, aur main thari maa se baat bhi karni chahi, par isne mana kar diya..aur keh diya... ke mini ki maa ke paas ik izzat ke bina use dene ke liye kush nahi hai. Isi liye main piche hatt geya. 

Aur  jab tuje pata chala, to phir to tuje yaad hai ke kiya hua tha? HS asked mini, mini just shook her head in yes...

Thaari maa ne manne kabi na bola ke woh pyar karti hai mujse... par iski aankhen sab bolti rahi. Aur yeh hamara sach hai. HS looks at babita and confirms his immense love... Hai ke na....hmmm? he asked Babita..... Babita said ...ji and closed her eyes...feeling bit shy..

HS  got up from his chair and said, ab woh baat ajj share karta hoon aap dono se ... jo ib tak kisi se na boli... darta tha Imrati ke pyar se,    woh yeh ke .... HS stops... looked in Babita eyes..took a deep breath.... woh yeh ke main aap se itna pyaar kar baitha....ke ib jab aankh band karta hoon mujhe Imarati na dikhti..... aap dikhti ho.. darta thaa bolne se, lagda tha ke Imarti ko vada kiya tha.... ke Kisi ko na chaahun ga uske siwa..... parr.....HS couldn't control his tears... 

Aap destiny ko maanti ho? HS asked , agar haan to deko yahi destiny hai, Hume mila diya. Muje aur kush na chahiye,  bas meri family chahiye jo har baat share kare... har gam bhi our har khushi bhi.  Babita and mini reaches him and hugs him...

Edited by Roopb - 4 years ago
Posted: 4 years ago

This is the first time I am writing something like this, hope it’s good, let me know.... I’m not as good as you all are.....

Posted: 4 years ago

Aww! 

It made me so emotional, especially since it was written from HS' point of view. I can totally imagine him saying these kinds of words.

Pata nahin CVs kab meherbaan honge. 

Posted: 4 years ago

Awesome 👏🏻 

Show me bhi Hs ko itna chance dete bolne ke liye Acha hota na.

They need this talk, they need to share everything, jo kuch bhi hota hai Hs ke maujudgi  me nahi hote,  

Aja kal Hs ko bolne ka Mauka hi nahi de rage hai.

Posted: 4 years ago

Originally posted by inlieu


Aww! 

It made me so emotional, especially since it was written from HS' point of view. I can totally imagine him saying these kinds of words.

Pata nahin CVs kab meherbaan honge. 

Thanks

Posted: 4 years ago

Originally posted by Indulatha


Awesome 👏🏻 

Show me bhi Hs ko itna chance dete bolne ke liye Acha hota na.

They need this talk, they need to share everything, jo kuch bhi hota hai Hs ke maujudgi  me nahi hote,  

Aja kal Hs ko bolne ka Mauka hi nahi de rage hai.

Thanks

Posted: 4 years ago

Originally posted by Roopb


Door bell rings.

Mini opens the door and HS enters.

Mini greets- hello H uncle, he looked but no answer, but his eye were like they had many questions.... Mini is bit shocked to see his face and asked if everything is okay. 

HS replied... thari mummy kahan hai, usne bula aur tu bhi aaja maare kamre mein... kush baat karni sai private main. 

Mini- H uncle sab theek hai.....

HS- haan, bas aaja apni mummy ne leke.

HS sitting in room with deep thoughts....

Babita n mini enters the room....HS closes the door  and asked them to sit....Babita looked at him and noticed his red teary eyes while sitting.

HS clears throat while standing infront of them... Tried to say something but stops..... then gather all the strength again and starts..... Ajj main sab kush share karna chahta hoon..... maari beti se our biwi se.....apni family se...... HS dragged the chair and sits near them.

HS looked into mini's eyes and starts his conversation - Dekh chori hum ib ek family hain, main to yahi sochta hoon,  Par maare ko mehsoos nahi hota..... Jab ghar aata hoon woh vali feeling na aati jo pehle thi.....

HS pauses.... then starts again......Par ajj ik baat bahut baria lagi manne, he looked at babita with little smile on his face....woh yeh ke thaari ma ne mere se saari baat share ki.... saari baat aur haq se jaise tu kiya karti thi pehle.....par ib na........ Thari mummy ne sab batayea.. teri aur thari mummy ki ladaii ke barre main- ke isne ke bola aur tune ke bola....sab kush......  Babita looked tensed as what HS is going to say, looked scared as if HS is going to scold her daughter...

HS continues with heavy heart....Sun ne ke baad aisa laga ke yeh woh maa beti na hain.... joh kush mahine pehle haveli main ayi thi.....aur ik dujje ko smabhalti thi,  samajti thi.... pause.....Ek vishwaas tha dono main....atoot vishwaas,  jo ib na hai.....manne na pata ki kya hua.... jo laga bol raha hoon. Mini looked puzzled as she was confirming.... that she wasn't sharing things ... anymore.....

HS looked at mini and continued in very polite tone ....Chori thaari maa selfish na hai, agar selfish hoti to kab ka ghar chod deti, tanne bhi chod deti aur apni zindgi jeene lagti..... Tu manne ye bata ke konsa selfish insaan 17 saal tak kissi ke intzaar main baitha rehta hai.... ji hazoori karta hai....bina kush bole,  bina koi shikayat kiye.... Par thaari mummy karti gayi... kion ki  isme himmat na thi, ke kush bole.... kion ke yeh aisi hi hai.... iski parvarish hi aisi hui ha...ke bolna nahi..... sasural main darr ke rehna.....pati ki sewa karna.... saas sasur ki sewa karna... Agar koi kush bole-yan taane maare...seh lena.... kion ke yahi bahu ka dharam hai.... 

HS looked at Babita as he had felt her pain and continued......Thaari maa ne yahi kiya, aur ib bhi yahi kar rahi hai, sab sunti hai....koi phi taane marre kush bhi bole.....Magar jab isne pehli baar jawab de diya to selfish ban gayi.....Aur ley aayi thaare dadu aur dadi ko yahan, bina yeh soche....... ke wahi waqt yaad aata rahe ga..... jo 17 saal tak saha....... bas yahi soch ke le aayi.....ke unka ib koi nahi tere bina aur apna bhool gayi. .........Mini looks at babes with teary eyes and holds her hands tight... babes wipes her tears but couldn't stop her own...

HS continues.. staring intently

Chori har insaan alag hota hai, Maari Imrati bhi alag thi.....ikdam na darne wali... agar woh thari maa ki jagah hoti....to woh na sehati yeh sab........ Tu bhi alag hai, maari veer balika hai, tu bai na sahe gi ye sab........ datt ke khadi hoti apne haq ke liye, Sherni hai tu maari. hai ke na? HS asked... minni nodded her head in agreement.

....Main bhi to alag hun.... HS pointed at himself..... mere mein bhi to himmat na thi apni maayi ko bachane ki, bapu roz marta tha mayi koi..... par main kush na kar saka.... phir bhi bapu ke sewa ki.......aant tak ki... aur Imrati se bhi karwayi.... himmat na thi chori mere main bapu ke khilaf Jane ki.... Hs looked tensed, heavy at heart but continued... par ik cheez shuru ki, yeh kehna ke main Hanuman Singh vald dashrath Singh vald jarnail Singh, yeh Maine isliye shuru kiya .... ke mujhe yeh yaad rahe ke jo bapu ne meri maa ke saath kya kiya woh mujhe apni biwi se nahi karna.... isi Liye har baat apna naam aise lata hoon ke bhoolon na.....

Hs grabs mini's hand and continued ...Par chori ik baat hai.. jo main thaare ko shuru se kehta aa raha hoon... ke apne gusse pe control kar, kion ke gusse main hum kush aisa bol jaate  hain... jo baad mein bahut takleef deta hai. Main bhi thaari maa ko gusse main essi baat bol di thi jiske baare main ajj bhi soch kar 100 bar marta hoon, maafi bhi na maag saka ache se, himmat na thi... par ajj pachta raha hoon ke kion bola... tab so cha tha ki theek kar raha hoon... par Galat tha main....... Isi liye kehta hoon..... jab bhi gussa aayye to kaabu kar. Mini looked at him silently as saying she will......

HS turns his face towards Babita- Ji ik baat kehni hai aap se bhi... 

Babita: Ji nahiye? 

Ji aap ne kaise shakk kar lia veer balika pe? Aur itna kush suna diya.... aur woh bi sab ke samne, ab woh choti na hai... aap marre se hi puch leti pehle... 

Babita...realizing her mistake and said yes, I made big mistake and I am feeling very sorry for that, main kabi maaf na kar paungi .. apne aap ko and shared glance with Mini, Mini hugged babes and cried... 

Na rona na hai kisi ne yahan.. pata hai na haveli ke rules? HS asked... Mini Babita confirms

HS continues with mini

Aur ik aur baat, maare aur thari mummy ke pyar ke bare main..... manne thaari maa se pyaar ka pata chal geya tha, clear tha main shuru se.... bilkul clear, aur main thari maa se baat bhi karni chahi, par isne mana kar diya..aur keh diya... ke mini ki maa ke paas ik izzat ke bina use dene ke liye kush nahi hai. Isi liye main piche hatt geya. 

Aur  jab tuje pata chala, to phir to tuje yaad hai ke kiya hua tha? HS asked mini, mini just shook her head in yes...

Thaari maa ne manne kabi na bola ke woh pyar karti hai mujse... par iski aankhen sab bolti rahi. Aur yeh hamara sach hai. HS looks at babita and confirms his immense love... Hai ke na....hmmm? he asked Babita..... Babita said ...ji and closed her eyes...feeling bit shy..

HS  got up from his chair and said, ab woh baat ajj share karta hoon aap dono se ... jo ib tak kisi se na boli... darta tha Imrati ke pyar se,    woh yeh ke .... HS stops... looked in Babita eyes..took a deep breath.... woh yeh ke main aap se itna pyaar kar baitha....ke ib jab aankh band karta hoon mujhe Imarati na dikhti..... aap dikhti ho.. darta thaa bolne se, lagda tha ke Imarti ko vada kiya tha.... ke Kisi ko na chaahun ga uske siwa..... parr.....HS couldn't control his tears... 

Aap destiny ko maanti ho? HS asked , agar haan to deko yahi destiny hai, Hume mila diya. Muje aur kush na chahiye,  bas meri family chahiye jo har baat share kare... har gam bhi our har khushi bhi.  Babita and mini reaches him and hugs him...


felt today’s episode similar....specially the highlight one....

Posted: 4 years ago
awesome. really love to see this I show now.. had a great time reading it
  1  

Related Topics

No Related topics found

Topic Info

4 Participants 7 Replies 2124Views

Topic started by Roopb

Last replied by j&b84

loader
loader
up-open TOP