Poll Choice |
---|
Yadhuvansh Sahani (Yudi) in LRL
|
Mohan Bhatnagar (Mono) in NBTNMKK
|
Yaadon mein kitni dafa …#Poetry #NBTNMKK
#Mohan #KunalKaranKapoor ❤️ 👏
Yaadon mein kitni dafa, tumhari gali tumhara dard pukarta raha
magar kya karoon, mujhse hi aaya na gaya,
ek gham jo maine diya tha tumhe, mujhse bhulaya na gaya
us roz main yahan se gaya tha ye sochkar ki laut aaunga
ek waada jo kiya tha tumse wo nibha jaunga,
magar shayad us waqt zindagi ko ye manzoor nahi tha
warna main is qadar bhi majboor nahi tha
abhi bhi waqt hai, haan waqt hai abhi,
lekin ye waada hai khud se ki ek din tumhare saamne aunga main
tumne jo kiya tha wo har shikwa mita jaunga
yakeen dila dunga ki main bura tha, magar itna bhi nahi
warna tumhara har ilzaam apne sir utha lunga, jo kar paya gar itna bhi nahi
'''Tere Bin tere bin dard saha
Lamha lamha kaise kata
Saath chale par raah me bichre
Main kaha tu kaha aa aa aaa
Tere bin tere bin tere liye
Tere bin tere bin aise jiye
Gum or khushi leke kabhi
Ji liye mar liye
Dere na dere naa aa'''