I'll be posting the next AT Link here whenever I've opened it. :)
-Have fun :)
List of Titles:
-tum mere saath chalogi. mere ghar
-aapko kya lag raha hai ki hum apne liye pareshan hai? Humein aapki parva ho rahi hai, Aditya -Zoya, that's our thing -Zoya plz yaar, aisa mat kar yaar, don't die don't... aise insaan ke liye
apni jaan le rahi ho jisse tumhari parwa nahin thi aise insaan ke liye?
don't do this to yourself... maat karo khud ke saath aisa -Main jaanta hoon tumhare liye sab kuch badal gaya hai, main jaanta hoon
yakeen ,vishwaas dil ka tootna kya hota hai... lekin jo tum kar rahi ho
naa aapke saath wo galat hai! Abhi value nahin karogi khud ki? abhi
importance nahin dogi khud ko? Ye galat hai!!!! -Thank God... Thank God... Tumne kuch react toh kiya... Subah se koshish
kar raha hoon.. Mujhe laga tum Hospital mein bethe bethe Zombie toh nahi
ban gayi
-Janaab Aditya Hooda!! sab chair leke beth jao saiyri start hone wale hai -not bad zoya aaj kaal dabawali bangayi ho -shirt ka button toot gaya main office kaise jaunga iss shirt ko pehenke?
listen.. main inn logo ko jaanta nahin hu na.. mujhe inse sharam
ayengi. these guys are my friends. kya yeh button yeh laga sakte hai?
button lagade se humein paas khara hona padta hai dhadkane thak sunaye
deti hai -itni raat ko phone karna theek nhi hoga...Actually itni raat ko phone
karna theek nhi hogaaa...Isilye theek hoga let's call ...thoda reaction
he mil jye ga -haan toh kyun karti ho baat? Kyun nahin raha jaata tumse mujhse baat kiye bagair -don't worry.. main hoon! tumhe kuch nahin hoga! main raat par yehi par hun.. kuch nahin hone dunga tumhe.
-"aap chahte kya hai?""neend"
-Mera acha khaasa din chal raha tha, socha kaise kharab Karu toh tumhara khayal aaya aur main kheecha chala aaya -"ZO:"Aapke paas aane se toh accha hai ki hum apni jaan de de" ADI:"Ek bar koshish ki thi na, kya hua? Pahunch gaya tha na bachane... iss bar bhi pahunch jaunga"
-Mujhe theek kardo bas -Zoya tumhe ball ko pakadna hai, ball tumhe nehi pakdegi -Kam se kam tumhe toh yakeen hai na ki main beqasoor hoon