Bhishm Aur Amba Ki Ek Kahani

  •  
  • Page of 1 Go
  •  
Posted: 6 years ago
I just started watching mahabharat after a long time. Just my view on how the story would have been if bhishm and amba / sikandini were married...                                                  My work is entirely fictional. It is not to hurt anyone's feelings πŸ˜ŠπŸ˜ŠπŸ˜Š
Posted: 6 years ago
After bhishm takes the oath to stay as a bachelor for his entire life...                                                               Queen Satyavati calls upon a astrologer and asks him to predict the future of her sons and the rajya. The astrologer informs that her son vichitravirya will have a short life span and he will die and his death cannot be avoided.                                                                            Upon hearing this Satyavati is upset and asks the astrologer  if there is a way to avoid this foretelling     The astrologer informs that there is no way to stall   his death but it can be avoided for sometime in the future if he marries 3 young woman who are sisters and will give him an heir within the next year.                                         If not then the crown prince will surely die...  
Posted: 6 years ago
Chapter 2                                                     
 At the same time bhishma arrives at the place so Satyavati asks the astrologer to predict bhishma 's future as well.                                                      
    The astrologer predicts bhishma's future and let's bhishma and Satyavati know that bhishma will get married to a woman who will be much younger than him and who will be responsible for the fate of hastinapur and also a child will be born out of the wedlock as a result of both of bhishma and his wife sacrifice and love                           
   Upon hearing this both Satyavati and Bhishma are shocked and let's the astrologer know about his oath to stay as a bachelor for his entire life and not have any kids of his own.                     
    The astrologer informs that fate cannot be changed Bhishm informs the astrologer he will never get married to anyone let alone a girl who is younger than him                    And asks the astrologer for a way to avoid this mishap happening
The astrologer informs bhishma to find 3 sisters for his half brother to marry if the marriage does happen then both of my foretelling will become reality 
Edited by sudhaperumal - 6 years ago
Posted: 6 years ago
πŸ˜‰Chapter 3
Upon hearing the astrologer's prediction bhishm lets Satyavati know that he will not marry anyone under any of the circumstances.
And asks her not to worry and start looking for bride for vichitravirya as informed by astrologer


Search for the brides begin... 

After few months they recieve a invitation from Kasi rajya for the swayamvar of their 3 young princess 

After reading the invitation Satyavati asks bhishma to reach Kasi and win the swayamvar on behalf of his half brother and bring the 3 brides to hastinapur. 

Bhishma arrives at Kasi to the swayamvar venue and makes a announcement that he is present at the swayamvar on behalf of hastinapur .. And declares a open challenge to all the princes to fight him in order to marry the princess if not he will take the princess to hastinapur. 

As they were aware about bhishma's valour and the strength of hastinapur the prince's did not fight against bhishma 

So bhishma was declared as the winner of the swayamvar  

He along with the 3 young brides reached hastinapur. 

The brides were amba ambika and ambalika 
The preparations for the wedding began

Upon reaching the mandap the brides were asked to wear the varmala to the groom. 

Both ambika and ambalika placed the varmala upon vichitravirya and amba did not budge from her place 

Queen Satyavati urged amba to place the varmala upon the groom's neck

Hesitantly amba approached vichitravirya but she crossed him and placed the varmala upon bhishma that shocked every single soul in the place ... 

Posted: 6 years ago
Chapter 4
After placing the varmala on bhishm neck everyone on the hall is shocked

Satyavati steps down from her throne and slaps amba

On seeing this bhishm asks Satyavati not to be furious

Bhishm asks amba..

Bhishm :  Rakjumari yeh aapne kya Kar diya?
Kya aap jaanti nahi ki humne bramacharya rehne ka pran liya hai?

Amba : humne who hi Kiya join Hume sahi Laga
Kyon ki woh aap hi the jisne Hume swayamvar se jeet Kar laye the..

Toh isliye aap humare Pati hue.
. Bhishm : lekin humne Toh apko apne bhai ke liye dulhan Bana Kar laye the..

Jab apke behno ne mere bhai ko apna Pati Maan liya hai Toh aap Kyu nahi mere bhai ko apne Pati ke Roop me swikar Kar nahi sakti

Yeh anarth Kyu Kiya apne?

Amba : yeh anarth nahi hai Arya. Humne Toh us insan ke kante par varmala pehnaya hai Jo uska hakdhar hai...
Aap ne Hume swayamvar se jeet Kar yahan laya tha
Toh aap us varmala ke hakdhar hai
Naa ki apke bhai jo swayam ke haaq me 2 shabdh b nahi bol sakte

Satyavati : yeh kya keh rahi ho tum? Mera beta bahot hi balwan hai Mera beta hi tumara Pati hai. Bhishm nahi

Amba : rajmata agar apke Putra balwan hote Toh voh apne aap swayamvar me Bhaag lete aur Hume jeet Kar late

Lekin Bhaag Toh humare Arya ne liya tha aur vohi humare Pati hai

Bhishm : Hume apna Arya bulana band kijiye Rakjumari
Hum apke Arya nahi hai

Satyavati : sahi kaha bhishm ne. Voh tumara Arya nahi hai
Humare Putra se tum vivah karogi nahi Toh hum tumhare vanish ka vinaash Kar denge
Hum rajmata hai aryavrat ke sabse bade rajya ki

Amba : rajmata agar aap Raj dharam ke baat Na hi Karen Toh hi behthar hoga

Raaj dharam ke bare me aap kya jaanti hongi aap swayam Raaj Kul se nahi hai

Satyavati : hearing this Satyavati becomes furious and steps forward to slap amba but bhishma stops her
Posted: 6 years ago
Chapter 5
Bhishm : rajmata aap Rajkumari amba par haat nahi Uta sakti.
Satyavati : Kyu nahi bhishm?
Kya tumne bhi amba ko apni patni ke Roop mein swikar Kar liya hai?
Satyavati : nahi rajmata humne devi amba ko apna patni nahi mana hai
Lekin ek aurat par haat utana varjit hai
Hum Raj Kumari se akele mein baat karna chahte hai

Upon hearing this everyone are shocked 
 
And vichitravirya informs that Hum itni gamandi aurat se vivaah nahi karenge aur hume kisika joota Hua cheez nahi chaiye

Upon hearing this amba gets furious and lets him know she is also not willing to marry a coward

Amba : agar Hum kisike jhoote hai Toh Raj Kumari ambika aur ambalika koh bhi kisi dusre insan ne jeeta tha 
Toh apke patni toh kisi dusre insan ke hue

Kam se Kam humne uss insan se vivaah Kiya jisne humko Aur humare dil ko jeeta tha

Bhishm : bas kijiye devi amba humara vivaah ab nahi Hua hai aur aap abhi isi vakt humare saath yahan se chalengi 

Amba : ji
Bhishm : chaliye

Bhishm and amba arrive at his private quarters 

At bhishm 's quarters 
Bhishm : devi amba baat ko samajne ka prayas kijiye
Hum bramacharya ke vrat par hai kisi bhi haal par him ek aurat se vivaah nahi Kar sakte

Amba : aap Kyu nahi Kar sakte himself vivaah? Aap hume sahi kaaran bataye

Bhishm : hum ek bramacharya hai isse adhik apko aur kya kaaran chaiye

Humare patni banne se apko ek patni hone ka koi bhi sukh aur adhikaar hum apko nahi de sakte 

Amba : hum apse kuch maang bhi nahi Rahe hai

Bhishm : aap ek Raj Kumari hai. 
Aap ka vivaah ek raja se hona chaiye Na ki ek daas se

Amba : yeh aapka bhram hai jo apko aisa lagta hai ki hum apse apke rajya ke liye vivaah karna chahte hai 

Agar aap Sach mein ek daas hote tab bhi hum apse vivaah karte

Bhishm : Kyu?? 
Amba : kyuki Har kisiko apni Jeevan jeene ka poora adikar hai

Aur apko bhi ek Jeevan ki zaroorat hai. Koi Toh hona chaiye apki zindagi Mai Joh apke saath apna sab kuch baat sake
Hum voh insan banna chahte hai bus aur kuch nahi

Badle Mai hum apse kuch chahte bhi nahi hai

Bhishma : devi amba jo aap keh rahi hai voh nahi ho sakta 

Apko mere bhai se vivaah karna hoga anyatha apko hastinapur chod Kar vapas Kashi chale jaana hoga

Yeh humara anthim nirnaay hai

Amba is shocked upon hearing bhishm decision 



Posted: 6 years ago
Amba is shocked upon hearing bhishm decision
Amba asks bhishm that why he cannot accept her as his wife? 
And asks him if she is at fault? 
Bhishma : aap humse pooch rahi hai ki aap ka galti kya hai?

 Aap ka galti yeh hai ki aapne humare kante me varmala pehnaya
Galti toh humara hai Hume apko bata Dena chaiye tha ki aap humare bhai ke dulhan hai

Amba : toh ab is samasya ka koi Hal nahi hai aapke paas?

Humne aapko apna nirnay bata diya hai aapko humare bhai se vivaah karna hoga anyatha aapko Kashi laut Jana hoga

Amba : devrath joh aap keh rehe hai voh upaay nahi hai
Samasya se bhaagne ka marg hai

Bhishma : kya kaha aapne?
Amba : Humne kaha ki yeh samasya ka upai nahi hai

Bhishma : nahi aap ne Hume kya kehkar pukara tha?

Amba : devrath
Bhishma : aap hume devrath keh Kar nahi pukaar sakti

Amba : kyu nahi pukar sakte hum? Aap hume apna patni swikar karne se inkaar Kar rahe hai toh hum apko arya toh kehkar nahi pukar sakthe Na??

Bhishma : aap hume devrath nahi pukaar sakti aap.
Amba : kyu nahi pukaar sakte hum?
Ek baar nahi 100 baar pukarenge
Devrath devrath devrath

Upon hearing this bhishma becomes furious he steps near her inches away from her face and asks her to get ready to leave for Kashi and goes out

Amba : hum humesha aapko devrath hi keh Kar pukarenge yaad rakhna

Bhishma is furious when he arrives at the mandap
He informs everyone that amba will be leaving for Kashi shortly

Satyavati is angry upon hearing this
Satyavati : yeh tum kya keh rahe ho bhishm? Amba Kasi ke liye kis prakar prasthan karegi?

Usse toh vichitravirya se vivaah karna hai
Bhishma : Humne Raj Kumari amba ko samjane ka prayas Kiya tha lekin unhone is vivaah ko karne se inkaar Kar diya hai

Satyavati : agar voh maani nahi toh itni dher tak aap dono Kar kya rahe the ek saath?

Meanwhile amba arrives at the place

Humare beech jo bhi baateen hui uske bare mein apko Janne ki koi avasyaktha nahi hai

Amba : devrath hum prasthan ke liye taiyaar ho chuke hain Hume apne rajya mein vapas chod dijiye

On hearing amba address bhishm by his first name everyone are shocked

Satyavati : yeh tume devrath keh Kar kyu pukaar rahi hai bhishm?

Amba : kyunki vahi unka naam hai
Satyavati : humse unche swar mein baat karne ki bhool maat karna and steps forward to slap her

Bhishma stops her and asks her not to raise her hand

Bhishma : Amba aap jaiye yaahan se.
Amba : kya kaha apne?
Bhishma : apko yaahan se jaane ke liye kaha humne
Amba : nahi apne abhi kuch aur bhi kaha tha

Bhishma remembers that he did call her by her 1st name

Bhishma : humne aur kuch nahi kaha jaiye yaahan se

Amba then silently leaves from the place 
Posted: 6 years ago
Chapter 7
Satyavati asks bhishma what is happening
Bhishma asks Satyavati to start the marriage rituals of vichitravirya and he will depart with amba for Kashi

Satyavati asks why would he want to leave for Kashi?
And denies him permission  to leave for Kashi. But bhishma insists that he should be the one to drop her at Kashi since he was the one who brought her to hastinapur in the first place

Satyavati refuses to let him go
Bhishm : Raj Mata par hum amba ko is prakar akele nahi bejh sakte
Satyavati : tum usse amba kyu bula rahe ho? Aur kisne Kaha ki woh akeli jayengi? Hum apne representative ko uske saath bejh denge par tum uske saath nahi jaoge
Yeh humara adesh hai

Bhishma is unable to refuse her words
Amba waits for bhishm so that she can leave for Kashi 
As said by Satyavati representatives from hastinapur arrive to leave her for Kashi 
Amba : suno aapke senapathy nahi aye? 
Dasi : Raj Kumari mahamahim bhishm ko apke saath prasthan karne se mana Kiya Gaya hai
Amba : kisne Kaha aisa? 
Dasi is hesitant to speak 
Amba : humne tumse kuch poocha hai Dasi uttar do Hume. 
Kisne Kaha aisa? 
Dasi : Raj mata ne Raj Kumari 
Amba : aap ke senapathy kaha hai iss vakht? 
Dasi : voh apne kaksh ke balcony mein hain. Vahan ( and points to a direction) apko dekh rahe hain
Amba : looks at the place. Upon seeing amba bhishm leaves from the balcony 
Amba : prasthan ko rokh diya Jaye and leaves from the place 
Amba arrives at bhishm chamber and asks the guards to let her go 
Guards : Hume shama Kar dijiye Raj Kumari mahamahim iss waqt bahut krodit hain kisi ko bhi bitar jaane ki anumati nahi hai
Amba : humne kaha dwar koliye
Guards : Hume shama Karen raj Kumari iss dwar ko swayam mahamahim ke alawa aur koi nahi kol sakta 
Amba : eisa kyu? 
Guards : jab mahamahim krodit hote hain aur swayam ko band Kar dete hain toh koi dwar ko khol nahi sakta 
Iss dwar ko kholne ki agar koi prayas Kare toh swayam ko hi haani hota hai
Par dwaar nahi kultha 
Amba : humare maarg se hat jaiye hum andhar jana chate hai
Guards : par raj kumari .. 
Amba stares at them 
The guards let her go 
She prays to lord vishnu and touches the door. 
The door opens
The guards are shocked seeing the door opened upon amba's touch they leave to inform Satyavati about the same 
Amba enters bhishma quarters and finds him performing sword fighting vigorously
Amba calls bhishm 
Amba : devrath 
Bhishma turns and is shocked to see amba in his chambers 
Bhishma : aap ne kaksh mein paves kis prakar se Kiya? 
Iss kaksh par humare alawa aur humare anumati ke Bina koi nahi pravesh Kar sakta hai
Amba : humne sirf apse ek anthim baar milne ki icha thi toh humne dwar par apna hath rakha toh dwar khul Gaya 

Bhishma is speechless upon hearing her explanation 

Posted: 6 years ago
Chapter 8
The guards arrive at the place where marriage preparations were going on
Guards : Raj Mata rajmata..
Satyavati : kya hua itna shor machane ki kya zarorat hai?
Guards : Raj Mata woh
Satyavati : koi kuch bato ki kya hua
Guards : Raj Mata voh Raj Kumari amba ne mahamahim ke kaksh ke dwar kohl diye hai
Ab woh dono mahamahim ke kaksh ke bitar hain
Satyavati : yeh kya keh rahe ho tum??
Yeh kis prakar sambav ho sakta hain?
Guards : hum nahi jante Raj mata
Satyavati leaves with them to bhishma private quarters

At bhishm quarters
Apko kuch hua toh nahi Na ?
Amba : Hume kya hoga hum teek hain
Bhishma : aap ne abhi tak Kashi ke liye prastan nahi kiya?
Amba : aap bhi toh nahi aaye Hume chodne ke liye
Bhishma : hum aapke saath nahi ja sakte
Amba : Kyu nahi ja sakte aap? Raj Mata ke Karan?
Bhishma : aisa nahi hai
Amba : toh Phir kaisa hai
Bhishma : hum apko Karan batanae ki zarorat nahi hain
Amba : teek hai mat batana
Hum bus itna chahte hai ki aap Hume Kashi tak chodne ke liye aye
Aur kuch nahi
Bhishma : agar hum aapke saath aane ke liye taiyaar hai toh kya aap maan jayengi
Amba : ji
Bhishma : teek hai hum chalte hain aap ke saath
Amba is quite happy and hugs him
Bhishma is shocked
Bhishma : yeh aap kya Kar rahi hai amba
Amba : Hume shama Kar dijiye
Bhishma : aap yahin intezaar Kare hum taiyaar ho kar aate hain and leaves 
Posted: 6 years ago
Chapter 9 :
Outside bhishma's chambers
The guards try to break the door but they are thrown across the corridor
Satyavati steps ahead and tries to open the door but she is also thrown off the corridor

Everyone are shocked seeing even Raj Mata being injured after touching the doors

Inside bhishma's chambers
After bhishm leaves to get ready
Amba takes a stroll around his chambers
She sees bhishma's sword and lifts it.
She starts to practice sword fighting using bhishma's sword
Bhishma arrives there and sees amba practicing sword fighting using his sword
Bhishm : yeh aap kya Kar rahi hain?
Amba upon hearing bhishma's voice is startled
Amba : kuch nahi bas talwaar baazi ki abyaas Kar rahe the
Bhishm : kisi aur ke talwaar ke saath
Amba : Hume shama Kar dijiye
Kya aap humare saath talwaar baazi karenge?
Bhishm : nahi
Amba : bas ek baar
Bhishma : kisi aur dhin
Amba : aaj hum yahan se chale jayenge aur hum nahi jante ki phir kabi humari mulakaat hogi yah nahi
Kaun janta hai shayad humari maut bhi hogaye

Bhishma feels pang of guilt and anger raising inside him upon hearing amba's words

Bhishma  : aisa kyu bol rahi hai aap, abhi toh aapki poori zindagi apke samne hai jise apko jeena hai

Amba : ek aisi zindagi jisme aap nahi rahenge 
Who Sab chodiye Na, aap humare saath talwaar baazi kijiye 
Ek baar hi toh hai. Yah phir apko dar hai ki aap haar jayenge 
Bhishma : Hume kisi se dar nahi lagta 
Amba : toh phir utaiye talwaar ko
Agar hum jeete toh apko humari ek icha poori karni hogi 
Agar aap jeete toh aap humse joh bhi mangte hain woh hum apko denge
Teek hai 
Bhishma thinks about the deal 
He assumes that if he did win the fight then he may ask amba to marry vichitravirya 
And agrees for the fight 
He takes a different sword from the mantle since amba had his sword
And they both start fighting 
Outside the chambers 
Everyone are tensed since they are unable to break in 
Suddenly they start hearing the sword fighting sounds and they are even more panicked 
Inside the chambers during their fight both amba and bhishm start to destroy the items in the chamber 
None of them were aware that outside the chambers people are present and there is a chaos occurring 
They reach near the door and when both of their hands touch the door the chambers open 

People outside the door are shocked to see bhishm and amba fighting using the sword 
And even more shocked to see amba fighting with bhishma's sword 

But amba and bhishm were unaware of their surroundings and they continued to fight 

At one point of the fight bhishm removes the veil from amba's head and her hair is pinned down to lose

Both of them at the same time shout

Amba & bhishm : ekanth 
The guards leave from the place
Amba and bhishma's fight continues 

Satyavati is shocked to see bhishma act in a completely different way around amba 

Guards arrive at the place and inform Satyavati that both amba & bhishma has asked not to do be disturbed by anyone 

And states how they were fighting 
Satyavati is unable to decide what to do in this case 


  1  

Related Topics

No Related topics found

Topic Info

1 Participants 9 Replies 8800Views

Topic started by sudhaperumal

Last replied by sudhaperumal

loader
loader
up-open TOP