Sher O Shayri

A poet.. 24/10/16

Sarah_Jothi thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail + 5
Posted: 7 years ago


THIS IS A "MEMBERS ONLY" POST
The Author of this post have chosen to restrict the content of this Post to members only.


Created

Last reply

Replies

1

Views

335

Users

1

Frequent Posters

Sarah_Jothi thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail + 5
Posted: 7 years ago
This content was originally posted by: anandasingh

In chaar saalon me khud ko sambhale huve the hum
Aapki yaad me akele roya karte the hum
Har subah aapke chehere ko dekhne ki umeed me aankhein kholte the hum
Har raat aaapko Milne ki dua me guzara karte the hum

Dimaag ye kehta rehta dil se ki :
Jo chale jaye vo vapas nahi aaya karte 
Jo lamhe beet jaaye vo phir jiye nahi jaate, aur
Jo kismat me na ho usse paane ki khuwahish nahi kiya karte

Dil maane hi wala that inn baton ko, 
ki kismat chal baitha apni hi ek chaal
Aur chaar salon se band padhi kitab phir khol baitha vo
Mera ateeth jaa khada huva mere saamne..lekin is baar
Ek alag roop
Ek alag andaaz,
Ek alag rishte se

The jo kal tak hum ajnabee 
aaj dost ban baithe hain,
Nahi jaata koi ki aye dil-e-nadaan
kahan le jaaye ki ye justugoo-e-arzoo tujhe

Kitni hi koshish Karo me uska saaya dil o dimaag pe chaya rehta hai
Mitkate bhi na mit sake shayad aise nishaan vo chodne aaya hai

Kaash vo hota meri kismat me!!!
Magar afsoos!! aye shayar-e-mohabbat
Hai teri zindagi uss asmaan ki tarah Jahan kabhi dhoop to kabhi
 Gadd gaddahat-e-badal hoti hai!!

 
I tried to understand as much as i could! ðŸ˜Š