Posted:
Dil me sadma ban kar
Pyaar ka nagma ban kar
Tu mere saath rehna
Kabhi yaadon me aa kar
Kabhi waadon me aa kar
Tu mere saath rehna
Kabhi tanhaayi ban kar
Kabhi ruswaayi ban kar
Tu mere saath rehna
Aankhon ki nami ban kar
Jeevan me kami ban kar
Tu mere saath rehna.
Pyaar ka nagma ban kar
Tu mere saath rehna
Kabhi yaadon me aa kar
Kabhi waadon me aa kar
Tu mere saath rehna
Kabhi tanhaayi ban kar
Kabhi ruswaayi ban kar
Tu mere saath rehna
Aankhon ki nami ban kar
Jeevan me kami ban kar
Tu mere saath rehna.
comment:
p_commentcount