Posted:
Kya epi tha maza aa gaya.
Kala ne MJ ko phone kar ke indirectly dhamki di. Per Bechara samjh nahi paya. Janmashtmi aa gayi or pari kitni cute lag rahi thi kanha ban ke. Tara ne indirectly keh hi diya ki wo pari ki yashoda maiya hai. Kitne pyaar se use kaanha ki story suna rahi thi. Phir MJ ne story puri ki. Such a cute family jaise mummy papa apni beti ko kahani suna rahe ho. MJ kitne bhari bhari word use kar raha tha bechari chhoti si pari jisne kuch din pehle hi school jana shuru kiya hai itne bhari words ka matlab kaise samjh gayi? π MJ ne pyaar wali dosti kar to li tara se lekin shrarati tara bacchu kaha shant baithne wali hai. Dress change karne ja rahi thi to MJ ko bhi ko bula liya π Bechara MJ ghabra hi gaya ye soch ke ki Tara use change karte time kyu bula rahi hai. π Per tara bhi apne type ki ek hai BG ke kaam ke name pe MJ ko her time apne sath rakhne ke laakho tareeke aate hai use. MJ ko tara ke sath jana hi pada.
kala ki entry kya damdaar thi. MJ kans ki story sunata ja raha tha or kala ek ek kadam rakhe ja rahi thi. MriAra ke jaate hi Rudrakant baba ki entry ho gayi. Mannat ne apna kaam nikalne ke liye bhagwan ke sath bhi cheating ki π‘ Kanha ka palna remote se jhoola diya taki rukrakant baba chamtkari baba lage. Are churail bhagwan ko to baksh de π‘ Mujhe laga tha ki baba ke baad show me koi bewkoof nahi hoga lekin sanki kumar to baba ki jagah lene chala hai. Sab mil ke use bewkoof banate hai or wo banta rehta hai. RP ke aate hi pari ne uski khabar le li. Direct laado ko kans bol diya. Sabko darane wala RP pari se darta hai. Ise kehte hai chota packet bada dum. Poore ghar me MJ Tara ko dhoondh rahi kala ko jab MriAra nahi mile to wo khud hi chali unhe dhoondhne. Ruk ja kambakhat MriAra romance me buzy hai or tu phir unke private scene dekhne chali π‘
Tara to ab pure hak se MJ pe line marti hai. Or MJ shaana enjoy karta hai per kuch kehta nahi. Sabse accha hai ab tara MJ ko MJ hi bulati hai per pehle ki tarah wo uspe gussa nahi karta. Pata nahi MJ kab tara ko tara keh ke bulana shuru karega? Tara bahut dino baad pure dil se saji thi or iska MJ pe hua bhi. Wo tara ko dekhte reh gaya. Per jab tara ne use tease kiya to saaf inkar kar diya. Tara ne kya dialog mara tumhari yaaddasht such me gayi hai ya phir yaaddasht jaane ka natak kar rahe ho? Mtalab yaaddasht jaane ke pehle bhi tu adiyal kharus the or yaaddasht jaane ke baad bhi tum adiyal kharus ho
Jab saaj srigar ka MJ pe koi khas asar nahi hua to tara ne socha kyu na use seduce kiya jaye. Bus gira diya apna dupatta π MJ nazare chura raha tha. MJ babu kaha tak nazare churaoge ye to bus shuruwat hai abhi to tara shuru hui hai. Tara ne MJ ko apna dupatta dene ko kaha or jab MJ ne aisa kiya to tara ne uska haath pakad liya π MJ ki halat to aisi hai jaise uske saamne uska favorite sweet rakha ho or wo use khana chahta ho per daar bhi raha ho ki kahi koi dekh na le. Haay tara ki harkate dekh ke mujhe lagta hai ki shayad ab mera wo dream pura ho jaye jab tara MJ ko kisi raat apne room me kheech le. MJ tara ko mannat ke sath ek pal nahi chodta kitni parwah hai use tara ki. Tara ko mannat ka such pata chal gaya or ab dono pati patni mil kar sia ka such pata lagayenge.
Lagta hai ved ko bhi doubt ho gaya hai ki sia nahi tara hai. Ab shayad wo apni taraf se sia case me clues dhundhe.
Precap-tara ne kala ko dekh liya or uske andar ka khauff uski aankho se chalakne laga. Wo scene yaad aa gaya mujhe jab tara MJ or baba office gaye the or tara waha tara ne Kala ko dekha tha.

comment:
p_commentcount