Ishra new os : maine dard diya hai..ehsaas hai mujhko uss dard ka

Posted: 9 years ago

Part 1 : Page no . 1 

Part 2 : Page no. 2

Part 3 : Page no . 4

Part 4 : Page no . 4 

It was the Sunday evening for bhalla house . Everyone

Was in pammi's house except ruhi , Ishita and Raman .

Raman was working in his laptop.



Raman : Ruhi..beta homework complete kiya..??

Ru : nahi papa..mamma karane waali hain .

R : Par beta woh kahaan hain ?

Ru : Papa woh mere liye chocolate shake bana rahi hain . Aap piyoge ..??

R : No ..ruhi aap piyo apne ishi maa ke haathon ka chocolate shake .

Ru : ok..

 

Ishita enters with chocolate shake :

Ishita : Ruhi beta..meri princess jaldi se apna favourite shake piyo..

R : Aa gayi madras an ..( in his mind )

Ru : Mumma main ise drink karne ke baad play karoongi phir apna homework complete karoongi.

I : ok..my rooh..pehle piyo to beta..

 

She drinks her shake :

Ru : Mumma main ab jaaun play karne ?

I : ofcourse ..pehle mumma ko kissi do..

Ru : ok..( she kisses her )

Raman is hearing all this and seeing with joy :

R : ruhi tum papa ko kissi nahi dogi..??

( Ishita smiles )

Ru : haan papa ..doongi naa..( she also kisses him )

I : jaao beta khelne ..aur haan beta no fighting with shravan ..ok..??

Ru : ok mamma..

I  : good baby..

Ru : Bye mumma papa..

Ishra : Bye..

 

She goes away :

I : Raman aap chai lenge yaa coffee..??

R : No.thanxx..mujhe kadwi cheez pasand nahi hai ..

I : aap kehna kya chaah rahe hain ..?? Aap meri chai ki buraai kar rahe ho..??

R : Are waah..mere saath rehte rehte samajhdaar ho gayi ho.

I : Very funny..

R : Ab khadi kya ho ..mere liye fridge se soft drink laao.

I : laati hoon ..praanth..paithyon..

R : Offo..ab shuru ho gayi madrasan.

I : Are had hai..ab main kuch keh bhi nahi sakti kya..??

R : kaho ..par yahaan nahi ..apne kalyaan mandapam me jaakar.

I : huh..raavan kumar.

She goes and raman smiles for teasing her :

 

I : Lo..

R : thanxx..

I : waise raman ..mujhe aapse kuch baat karni thi..simmi ke bare me..

R : kaho..

I : raman dekhiye..kuch din pehle jo bhi hua hai..woh sab ka effect simmi par sabse jyaada hua hai..to main chaahti hoon ki hum uske liye kuch kare jisse woh khush ho jaaye aur us parmeet ko bhulaane ki koshish kare.

R : par ishita yeh thoda difficult nahi hoga.??

I : mujhe pata hai raman but try to kar hi sakte hain.

R : ok...kuch sochta hoon..

I : good .

Then ishita's phone rings :

I : mera phone hai..dining table par..main lekar aati hoon..

R  hmm..

She goes :

R : kitna sochti hai ye madrasan mere family ke liye..ruhi ke liye..simmi ke liye..aur mere liye. ( He smiles for what he said ( mere liye ) )

R : oh..iski baton ne to meri drink bhi garam kar di.Ab mujhe ice cubes lene jaana hoga.

He goes and ishita enters.They both bump each other.ishita falls on raman.

I : aiyooo...

R : ohhooo..kya aiyooo..tumse zyaada dard mujhe ho raha hai..ek haathi jo mujh par sawaar hai..Ab hatogi bhi..

I : sorry..sorry..very sorry..

R : mumma...meri kamar..

They both stand and look at each other :

I : Raman ..very sorry ..mujhe pata nahi tha ki aap baahar aa rahe hain..sorry..waise

Aaiye..main aapko baam laga deti hoon ..

R : haan..yeh achcha hai ..pehle 3 baar giraao..balm lagaane jaao ..bala ki taarif karne me busy ho jaao ..aur mujhe bhul jaao.

I : sorry kaha na maine ..aur main aapko kaise bhul sakti hoon..aap husband hain mere.Leave all this aur aaiye lagaa deti hoon.

R : chalo..

Raman lies down on the bed and ishita puts balm.

R : aaa ...kitna dard ho raha hai..

I : maine dard diya hai..ehsaa hai mujhko uss dard ka ..

R : huh..dard dene ke baad haq jatati hai.

I : kuch kaha aapne ?

R : tum balm lagaao naa..main kya keh rahaa hoon..uss par dhyaan mat do..

I : ok..

Ishita's phone again rings :

I : are bala jiju ka call..main aati hoon..

Raman holds her hand and says : tum mujhe chhod kar jaa rahi ho ..

I : main aati hoon..naa.

R : nahi ..keh do use ki tum busy ho abhi to baad me baat karein.

I : to uske liye call to pick karna hoga naa..

 

Ruhi enters and sees them :

Ru : mumma maine khel liye hai..ab aap jo kahogi ..main wo karoongi..

R : beta come here ruhi..

She comes and asks : kya hua papa..??

R : beta bala chittiappa ko kaho ki ishi maa busy hain ..baad me baat karengi.

Ishita smiles at raman :

Ru : ok ..

I : Lo beta ..

Ruhi takes the mobile and says : hello..chittiappa..mumma busy hain aap unse baad me baat kar sakte ho..woh papa ko balm lagaa rahi hain naa isliye..

Bala : Ohh..sorry..beta..unhe disturb karne ke liye ..

Ru : its ok..

B : bye..

Ru : bye..

They end the call :

B : are waah..raman aur ishita to paas aa rahe hain..murugan aise hi inhe paas late rahiye..

Bhalla house :

Ru : papa mumma chittiappa ne sorry kaha hai aap dono ko disturb karne le liye..

R : its ok..

I : awww..soo sweet..

R : huh..

Ru : mamma main aati hoon..

I : ok..rooh..

I : continue karoon ya dard khatam ho gaya .??

R : lagaao naa..achcha lag raha hai..

I : ok..

They feel that they need each other a lot !!!!!!

 

Guys..how is it..??

Plzzz...plzzz..plzz..leave ur precious comments..it means for me a lot..!!😭

 

Next part may be continue according to the response.😃😃

 


 

 

Edited by ruhanikadhawan - 9 years ago
Posted: 9 years ago
i liked it a lot !!! plz continue !
Posted: 9 years ago
Lovely, do continue.
Loved: "R : lagaao naa..achcha lag raha hai.."

Posted: 9 years ago
Pls continue soon nice one age romance hai kya???
Posted: 9 years ago
Nice and cute.
Plzz continue
Posted: 9 years ago
OS
cute wale interesting OS 
i just love OS  please continue writing them!!
good job
Posted: 9 years ago
pls definitely continue...waiting
Posted: 9 years ago
nice.Tum mujhe chode k jaogi,lagaona acha lag raha hai.aaaw!I loved these two dailogues very much.cute n possessive at the same time.
Posted: 9 years ago
Likko na.. acha lag raha hai

Related Topics

doc-text Topics pencil Author stackexchange Replies eye Views clock Last Post Reply
YHM DT #8 (Strictly Reserved for IshRa/DivAn)

pencil ChanChanMan   stackexchange 1124   eye 143479

ChanChanMan 1124 143479 6 days ago zohakhan7
Ishra FF: Hum Hain Rahi Pyaar Ke

pencil kavitha_r   stackexchange 27   eye 1117

kavitha_r 27 1117 1 months ago coderlady
Decalogy - Ten Anniversaries

pencil thefarfetcher   stackexchange 3   eye 433

thefarfetcher 3 433 1 months ago zohakhan7
Yeh Hai Mohabbatein - Review of previous tracks + Ideas for new tracks

pencil Aditi_X   stackexchange 8   eye 3147

Aditi_X 8 3147 1 months ago --Meena--
{ Ye Hai Mohabbatein - Help Desk [All Qts/Queries Here] }

pencil Sadme-Me-Hu   stackexchange 1067   eye 217174

Sadme-Me-Hu 1067 217174 3 months ago KC501

Topic Info

18 Participants 28 Replies 22029Views

Topic started by YhmCraze

Last replied by YhmCraze

loader
loader
up-open TOP