Waiting for Your OS and here is a title song to match your OS title...with english subs...👍🏼..Love this song...😊[YOUTUBE]http://youtube.com/watch?v=X0TSpxXi9BE[/YOUTUBE]
soona soona lamha lamha
raahain meri tanha tanha
mur ke zara ab dekh lo
aisa milan phir ho na ho
sab kuch mera tum hi to ho
bepanah pyar hai aa ja
tera intezaar hai aa ja
bichray bhi ham jo kabhi
raston main to sang sang rahon gi sada
qadmon ki awaz sun ke chalon gi
tumhain dhoondh loon gi sada
bholi mohabbat ki yeh khushbooin hain
hawaon main phaili hooi
choo kar mujhay aaj mehsoos kar lo
woh yaadain meri un chooi
yadon ke dhagon main ham tum bandhay hain
zara dor tum thaam lo
banhon main phir say pighal janay do mujhay
phir say mera naam lo
main woh shama hoon jo roshan tumhain kar ke
khud to pighal jaaon gi
subha ka sooraj tumharay liye hain main hoon raat
dhal jaaon gi
aisa milan phir ho na
Edited by Absoluv - 9 years ago
comment:
p_commentcount