Aaj Kapoor Mansion mei bade bete Ram ki doosrei shaadi hai
ghar mei Ram ke alaawa sab khush hai
Ram jaanta hai ki priya uski vajah samjhegi par phir bhi usse aisa lag rha tha ki woh pane pyaar ko dhokha de rha hai
par aaj usse kuch alag rha hai
usse lag rha hai ki aaj kuch aisa hone waala hai jisse uski zindgi humehs humesha ke liye badal jaayegi
shaam ka samay
waqt aa gya tha
jiska sab ko sivaay Ram ka intezaar
shaadi
Ram juhi ki shaadi
sab mandap ke paas aakar khade ho gye the
aur Pandit ji ne mantra shuru kar diye the
Par upar Priya ke kamre mai nazaara kuch aur hi tha
Pihu aur Suhaani kamre mai the
achhank Priya ki saans phoolne lagi
Pihu dar gyi aur
Suhaani bhi nhi samajh pa rhi thi ki yeh kyu ho rha hai
phir kcuh aisa hota hai jiski umeed kisi ne nhi ki thi
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Priya Ram naam ki rut lagaane lag jaati hai
Priya ki zubaan se sirf ek shabhd nikaltna hai aur woh Ram
Pihu yeh delkh kar rone lag jaati hai
uski khushi ka thikaana nhi hai
Suhaani bhaag kr neeche jaati hai
SUhaani
"Sir "
Ram
"Kyaa huaa Suhaani"
Suhaani
"Sir Priya mam"
Ram
"kya huaa Priya ko"
Suhaani
"unko hosh aa gya hai
aur woh aap ko bula rhi hai"
Ram Juhi ki taraf dekhta hai aur keheta hai
"mai apni Priya ko nhi chod skta"
aur phir Ram idhar dekhta hai na udhar
bas apne priya ke paas daudta hai
THE END
comment:
p_commentcount