Originally posted by: Isee
wowww superb thread 😲 maine nahi socha tha yeh hoga 😆🤣 kyujki ansar u kept saying ki time nai hoga [😈🤣
res
thanks everyone thanks a lot 🤗🤗🤗
to
kya socha tha kya hoga😆 ager 2012 wale keyliye mahnat kar ke dill
se bana sakta hoon to kya 2013 main dill ghayb ho jata tha mera
HAIN😡🤣 bolti nahi😈🤣
khud he kaha tha ansar kabhe chnge na honaðŸ˜ðŸ¤£ par mai ho geya😳🤣
wo
to ak drama tha lol time na ho ap keyliye yue book abhe ayi he
nahi😈🤣 main ne kal dhoka diya tha u knw😳kal main soya he nahi
tha🤣 ap ko GN bola or yahan a geya🤣 or time laga coz coz light
kal 90 mint jati thi or 30 mint ati thi😆 or main kabhe wait karta
karta so bhe jata tha phir ak dam se uthta tha lekin thoda sa he likhne
ke bad sali light again😡🤣 wo thaka tha na 4 din ka nend puri nahi
hoi thi, aj karta hoon dill laga nend puri abhe sab ho geya re😳🤣
ap ke thread pe hmmm kal jab GN bola tab se le ke yahn ke sham 7 pm tak
laga raha bech bech main khana khaya, nahaya 2 3 bar🤣 20 25 mint
tak soya, bus yehi baki kam kiya thread pe, siggy baki thin, busy rehne
ki waja se nahi ho sakin wo, to onhon ne bohat time liya main
professional nahi na on main😆
comment:
p_commentcount