Posted:
10 years ago
Part 96
wah kya title hai ji Ram ji naiya hai Prem k bharose ...wowoowow aisa title aap hi de sakti ho awesome hai yaar just awesome bada maza aaya padhk lol... aur Ram ka kehna he don't love Sammy toh us par Priya ka kehna Ram should have to love her only hay kitna cute tha... aur Priya kya keh rahi thi jo baat adhuri reh gayi jab Ram paditji ko phone karne ja rahe the???? purra kar deti khayalo main hi sahi... total siyapa yaar Yeh 2 baje wala chakkar kya hai kuch toh gadbad hai koi toh khichdi hai aapke deemag m aage padhna hi padega ab toh...