12.03.12 to hum bhul nahi sakate...par 12.03.13 kaisa hoga...
raya ne rent pe ghar le liya hai...bahot hi chotasa flat hai
Pria khidki par khadi huvi hai...soch rahi hai..age kya hoga...agar jeena hai to paiso ka intajam karna padega etc etc...ram piche se ata hai...
Ram : Priya kab tak aise chupchap khadi rahogi...? pls say smthing...
Priya : (frustrated) kya kahu...kuch keheneke liye bacha hi nahi hai...aaj meri behen ki vajah se ye sab hua...ma dadi ko ghar se bahar jana pada...sab ayesha ki vajah se hua...
Ram : priya me yaha ayesha ki bat karne nahi karane aya hu...mai hum dono ke bare me bat karna chahta hu...
Priya : kya bat karenge hum dono ke bare me...yahi na ki tum guilty feel mat karo..tumari galati hai hi nahi...muze ye sab bate nahi sunani mera mood nahi hai...
priya jane lagati hai... ram priya ko khich leta hai aur kiss karta hai
dono ek dusare me kho jate hai ... thodi der bad priya piche hatati hai...
Priya : are ye kya kar rahe hai...pihu utha gayi to...ayenda aise karnese pehele thoda dhyan rakhiye...
aise kehekar priya firse jane lagati hai...
Ram : are priya mat jav...suno to.. are suno... muze nokari mil gayi hai...
priya ke pair ruk jate hai...wo piche mudake vapas ati hai...
Priya : kya kaha apane... abhi abhi?
Ram : muze nokari mil gayi...
priya still not able to believe...jara tej boliye...
Ram : are yaar..(tej bolata hai) muze nokari mil gayi...
priya khush hoke ram ko dekhane lagati hai...ram ka mood to waisa hi reheta hai jaise last year tha..
ram priya ko chune jata hai...
priya ... are chalo jaldi karo ab so jate hai...
Ram : so jate hai matlab..?
Priya :so jate hai matalab so jate hai..
.
Ram :are lekin...
Priya : kya mr. kapoor.. abhi apko naukari mil gayi hai to subhe jaldi uthana padega.. muze bhi apka tiffin banana hai..to kaha fursat milegi..
Ram : to kya ab hum so jayenge...
Priya : ha abhi aur bhi kuch batana hai kya...?
Ram : nahi..par...
Priya : toh.. GN.. (priya bed ready karane lagati hai)
ram soch me pad jata hai...are yaar is bar to hook bhi nahi hai...top pehena hai.. kya karu
PK : kya soch rahe hai aap?
ram : (khayalonse se bahar ata hai)...kuch nahi...are ye bed to chota hai...tum aur pihu yaha so jav me bahar couch pe sota hu...
PK. : ram ka hat pakadke rokati hai... aaj ke bad us couch par na aap soinge na mai...kyuki bahar couch pe bahot sara saman pada hai..use kuch dusari jagah bhi nahi hai...
RK : to ab kya karenge...?
PK : ek dusare ki baho me so jate hai...toh choti jagah me fit ho jayenge... we will manage...
RK : yeah..we will manage...(wink wink..)...