SS..Dost Dost na Raha..Pyar Pyar na raha:P Beginig - Page 2

Created

Last reply

Replies

10

Views

4523

Users

9

Likes

19

Frequent Posters

ananya456 thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Group Promotion 2 Thumbnail
Posted: 11 years ago
😑begining😑
 
 
😑   '' agar mein ... ayesha ke saath  baccha payda karke laau... to jaise tumhe lagega...
waisa hi  mujhe lag raha hain ''

'' kyun ??? hoti kaun hu mein aapki...?? biwi to hu nahin ''😑

''thik hain...😑Fir mujhe bhi mat bolna...dubara ek bacche ke saath hi milunga ..
mere aur ayesha ki ... ''😑

'' 😲arrey ek kyun...tin payda kijiee na... πŸ˜‘ ... arrey
nahin nahin tin kyun  mein to kaheti hun 😑dus bara bacche payda kar lijie... ''😑

'' fineee !!! '''😑

'' Haaan... okaaay ...fine ''

'' get lost  !! ''😑

'' To kaha rahena chahati hun mein aapke saaath... ''πŸ₯±

'' ofcourse,,, humare saath kyun rahengi aap ??? hum apke hain kaun ???? aapko to aab
naya aashiq milgaya hain ''πŸ˜ƒ

'' jalan ho rahi  hain ???? ''🐷

'' nahin nahin... ab to tum jalogi priya... Jab mein ayesha aur mere bachhe ka bap banunga.. ''

'' to baniye meine mana kahan kia hain... ''

'' fine ''🀒

'' haan okaaayyy ...faaainnneee !!!!!! '''😑

 
 
:P SHOULD I CONTINUE ???πŸ˜†πŸ˜‰
Edited by ananya456 - 11 years ago