Originally posted by --devil-mind--
nahi yar dono same hain dono main he bura hal hota hai😒🤣par itna theek hota hai,,lekin normal nahi hai bus😆
han jee kha raha hon,,main ne chiken bhe kam kar diya hai zeyda sabziyan kha raha hon coz wo healthy hoti hian na😭
ho jayega normal 🤣
good, yeah healthy khaoge toh apne aap tandrust ho jaoge 👍🏼