Originally posted by sakshiraya
chapter 1...
if u like or dislike plz comment...
ram apne room mai chair par beta hai aur kuch soch raha hai π aur room ki sari lights off hai...priya apne room mai aati hai aur lights on arti hai aur dekhti hai ki ram paresan hai...
priya ram ke pass jati hai aur kehti hai i m sorry...mujhe isa nahi karn chaiye tha...app itne paresan kyu hai mai ayesha ko samja do gi mai ose se kal hi baat karti hu...
ram nahi priya isme tumhari kya galti hai tumhe jo nuts ne batya tumne toh muhje wahi kaha...aur mujhe samaj nahi aa raha ki nuts ne asa kyu kaha...then priya ram se kehti hai nahi mujhe ayesha ne bi yahi kaha tha aus din ki sid ne hi ose fashion malfunction ke bare mai batya hai...ram kya...
priya tum paresan maat ho mai sid se bi baat karta hu...aakir aun dono ke bich chal kya raha hai...priya nahi mr.kapoor apko sid se baat karne ki jaroorat nahi hai...mai ayesha say baat karo gi na...ram lekin priya...priya lekin wekin kuch bas ap kuch maat sochye aur sooj jaye...
ram hugs priya...and feel sorry for everything...priyya change karne chali jaati hai...then sid comes and ram sid se baat karne jaata hai...aur ose puchta hai ki aakir tumhare bich mai chal kya raha hai...
but sid is very clever...and said that ayesha ne hi millne ka plan banaya tha aur wo hi osse bar bar call karti hai aur millne ke liya kehti hai...but ram se krhta hai ki tumhe jaane ki kya jaroort thi...agar ose call kiya tha to ose toh pahle tumhe mujhe batna chiye tha...chalo mana ki wo tumhe call karti hai par tumne ose aisa kyu kaha ki nuts ne hi tumhare mulfunction karvya hai tum isa kyu kar rahe ho sid apni hi bahein ka ghar karab karne par tule ho tum...tumhe pata hai na ki choti ka nature kaisa hai...bechari priya ne toh badi muskil se aunka pechup karvya tha aur tum...then sid said bhai milne isa kuch nahi kaha hai ayesha se...the priya comes and she is also on call with ayesha or woh ose daat rahi hai ki ose isa kyu kiya...phone on loud speaker...toh priya ose kehti hai ki tumne mujhe isa kyu kaha ki sid ne tumhe batya hai ki tumhara mulfunction nuts ne karvya hai toh ayesha kehti hai ki di yeh sach hai ki sid ne hi ose batya tha ki yeh sab nuts ne karvya hai and ram also listen and he becomes angry and slap...on sid face...and niharikha also come out of his room and said yeh kaise awaj hai then ram again slap...sid
aur niharika ka toh face dekhe layak hai and priya smiles and saw at nih and sid...
if this happen we all becomes happy π π and for ram and priya π π
π³