Posted:
agar nandini ne apna baby mandira ko nahi diya to kya mandira tanya se uska baby mangegi? aur agar tanya ne uska baby use diya to phir se ekbar tanya sabki nazar me achhi ban jayegi. wiase bhi har bar nandini jo sacrifice karati hai woh kisiko nahi dikhta lekin tanya jo karti hai woh sabko har bar dikhta hai. aaj tak nandini ne sabse jayda balidan diya hai isbar agar woh apna baby nahi deti galat kuch nahi lekin muje lagta hai shayad woh apna baby mandira ko degi. pehle usne apna pyar khoya phir parivar phir bhoomi ko agar woh apna baby na de galat kuch nahi. but i hate tanya shayad woh kuch aisa karegi sabki nazar me phir achhi ban jayegi.she is evil
comment:
p_commentcount