thoda saa pyaar hua hai

  •  
  • Page of 1 Go
  •  
Posted: 18 years ago

part 1

 

Kkusum: Beta Sujal break fast table par aajaao!

Sujal: Hmmm mom I will be near the table right now mom

Kkusum: Good morning

Abhay: Good morning

Sujal: Morning both mom and dad

Sujal: Dad, ye Sumit ko aapne dekha hai…na raat ko aata hai na subha

Dekho abbhi ghar pe nahi hai aakhir maamla kya hai dad?

Abhay: iske bare mein tumhe zyaada pata ho ga naa … hoga apne nikamme dost jo ki sirf fuzool ki baato mein dilchaspi lete hai

Kkusum: Stop it Abhay .. dekha Sujal jab dekho Sumit kay bare mein

 kuch na kuch ulta seeda to bolte rehte hain

Sujal: Dad aap kuch jaaney bigair ap uske bare mein kuch mat bolo

Filhaaal hi use best singer of the millennium ka award mila hai uske kay naye

Album kay release par jo hai Dil de diya hai…. Hamare college mein to isi

Naye album kay charche chal rehein hai

Kkusum: Suna mere bete kay taarifein

Abahy: Nahi Kkusum ye baat nahi kay mein use khush nahi dekh sakta sirf mein ye chaahta tha kay wo Sujal aur Karan kay tarha M.B.A padta kya jaata mein kuch ghalat to nahi sochta naa mera matlab ye nahi kay wo bhi London mein jaata par yaha India mein atleast padta…

 Sujal: Dad aur mom please aap ladna band karo

Kkusum: Beta nashta to karlo

Sujal: nahin mom ladayi jhagde se hi mera pait bhar gaya hai agar bhook lagi to Canteen se kuchh khaa pee loonga

 

Next Scene

 

 Sujal: Hi Rishiii

Rishi: Hi

Sujal: Mein library jaa raha hoo

Rishi: Phir se in stupid aur boring books ke peeche pad gaye

Sujal: mere liye ye books hi kaafi hai

Akshat: hey hi man kaise ho

Sujal: fine

Akshat: haan waise bhi exams sar par hain aur books kay ilaawa dimaag mein kuch bhi nahi hona chaahiye

Rishi: dekho tum dono mujhe in sab baato say door hi rakho…

 

Next Scene

 

Kashish: Hey Shruti thoda dekho meri lipstick sahi hai naa

Shruti: Hmmm sahi hai

Kashish: Mere sandals? Mera Hair style? Mere earrings? Meri outfit jo specially dad mere liya laaye hain London say?

Shruti: Kashish, Kashish you are looking absolutely perfect….

Kashish: Kya Sujal mujhe ????

Shruti: pata hai pata hai tum mujhe kya kehna chaah rahi ho haan definitely

Akshat: Hi

Shruti: Hi bhai

Kashish: hi

Sujal: Hi Kashish

Kashish: Hi Sujal

Sujal: Looking gorgeous and stunning

Kashish: Thanks (phir Kashish Sharmaati hai Sujal kay compliment say)

Akshat: Jaante ho guys college mein bohot khoobsurat, hot ladki aayi hai

Sujal: ok bye mujhe padne jaana hai bye (then he leaves)

Kashish:  mujhe padne jana hai huh! Ye nahi pata kay pad pad kay insaan chariya ho jaata hai

Shruti: Ohh Kashish stop it !

Akshat: Hey Shruti, Kashish wo is taraf hi aa rahi hai

Kashish: Ohh to ye wo hot ladki hai mujhe to kucch khaas nahi lagi

Akshat: tumhe kya maloom khubsoorati kay bare mein aisa naa ho Sujal tumhe ignore karte karte is hot ladki kay taraf attract ho jaaye

Kashish: Akshat, mind your own tongue

Kumkum: hi I am Kumkum

Akshat: Hi Akshat

Kumkum: And u both?

Shruti: I am Shruti and she is Kashish

 

Next Scene

(after 4 days)

 

Kashish: Hey guys u and Kumkum

Shruti: hmmm

Kashish: tum to kuch puraane dosto ko to bhul hi chuki ho

Shruti: aisa nahi hai mein aur tumhe bhul jaaoon

Kashish: to chalo mere saath

Shruti: kahaaaa

Kashish: ek long drive kay liye aur kyaa

Shruti: par lekin meri chemistry class

Kumkum: tum kab se padaaku ho gayi

 

Next Scene

 

Kashish drives the car

Kashish: Would u like to hear some light music?

Kumkum and Shruti: Yes "off course"

The songs starts

"Dil de diya hai jaan tumhe denge

daga nahi karenge sanam rab di

kasam yaara rab di kasam"

Kumkum: kitna touching gaana hai naa guys

Shruti: haan really ye gaana bohot accha gaaya hai is singer ne

Kashish: This song is sung by ………….

Kumkum: (impatiently) Sumit Kapoor my favourite and a heartthrob too…

Kashish: tum shayad Sumit ko bohot pasand karti ho rite

Kumkum: hmmmm (kumkum phir sharmaati hai) lekin Kashish aur Shruti

Har gali aur har jage Mumbai nagri mein uske posters lage huey hai aisa kyu?

Shruti: uska bohot bada concert ek show honey waala hai

Kashish: Kumkum tum mere saath chalo we will take u along with us….

Shruti: ye kahan le aayi humey long drive to ho chuka naa

Kashish: dekho shruti dad kay kucch confidential papers the wo mujhe sahi time pe pohchaana hai to tum bhi mere saath aajaao naa

Shruti: okay

 

Next Scene:

 

(Shruti aur Kumkum office mein wait kar rahi hai Kashish kay liye par tab tak ek tea boy waha aakar Shruti dress pe garam garam tea gira de deta hai)

Kumkum: ohh shit!

Shruti: You stupid anpad gawaar jaahil insaan jaante ho tumne ye kis par ye tea girayi hai Miss Shruti par ye bohot mehenga padega tumhe

Kumkum: Stop it Shruti stop it

(phir Aryan aajaata hai jo Kashish kay bade bhaiyya hain)

Aryan: What the heck is happening? Kya hulchul horahi hai yaha par?

Shruti: dikh nahi raha…

Kumkum: really I am sorry ye sab band bhi to ho sakta hai naa

Aryan: tum intelligent aur bohot samajhdaar lag rahi ho tum isko kucch bolti kyu nahi

Shruti: kya kya mujhse baat karo naa

Kashish: Shruti ya kya ho raha hai plz stop it …. Bhai sorry for this

Shruti: Bhai…. mujhe bataaya nahi

 

Luv isra

Hope u enjoyed it.

Please reply with any comments – good, bad, suggestions- everything is welcome!!

Part  2

See this is a story of true affairs in love life so it revolves on the 4 leading pairs of star plus which are:

Kumkum-Sumit

Karan-Nandini

Shruti-Aryan

Kashish-Sujal

But 2 or 3 readers which are Sumit's fans asked me that when is Sumit's entry…

But I should ask them all that you guys are not asking about the Nandini- Karan's entry

Y man? Don't like them or what? So let's not bore u so I will start the episode…

First Scene of the episode

Shruti: mujhe kyun nahi bataaya kay tumhare bhaiyya states say aagaye hain

Kashish: Shruti. Mein bhul gayi bataana par wo parso hi aayein hain naa

Shruti: ye mein tumhare bhaiyya ki baat nahi kar rahi par ye baat to 100% sahi hai

Kay all men's are bas***d

Kumkum: please Shruti ye sab time jhagdaa karney kaa nahi hai think about your rep man!!!

Shruti: I don't care Kumkum about those things

 

Next Scene:

 

( Shruti apne ghar chalii jaati hai aur wo kaafi frustrated hai)

 

Tulsi: Beta Shruti kya huwa?

Shruti: all mans are same!!

Tulsi: kya huwa tumhe mein kucch tumse pooch rahi hoon na…

Shruti: aaj kashish ke bhai se ladayi hui

Tulsi: ye tum kisi aur ka gussa Kashish kay bhai pe kyu nikaal rahi ho?

Shruti: mom ye aap bhi jaanti ho kay mein kya kehna chaah rahi hoon

Tulsi: ye tu puraani baatein bhul jaa naa

Shruti phir rone lagti hai

Shruti: kaise bhul jaao mom kaise? Jab hamare paas paise nahi the ek ek rupaiye

Kay liye jab hum mohtaaj the tub daddy humey chodke chale gaye aisa kyu mom

Mein hi jaanti hoon aapne mujhe aur Akshat ka kharcha kaise poora kiya khud kucch nahi khaati thi lekin hamare pait bhar deti thi

Tulsi: jo hogaya use bhul jaao

Shruti: aaj aap bohot badi businesswoman hain par tab humare paas kucch nahi tha

That's why I hate men's

 Tulsi: beeti baato ko bhul jaa naa

Akshat: haa mom aap to bhul jayengi lekin hum kabhie bhul nahi paayenge

Shruti: Thanx Akshat kay tumne mera saath diyaa… koi to hai jo mujhe atleast support to karta hai

Akshat: dekho di I am with u always … par ye time ye sab baat karney ka nahi cool down naa di

Shruti: ok

( Shruti is a girl where she can find everything in life money, power, luxury and many more but the thing here is to take revenge against her father she hates all men's in this world except her brother and she is not much into make up, styling herself or grooming

She is always with a book in her hand and her 9 or 10 pair of dresses which is her denim jeans and some t-shirts… life has not been very kind to her she thinks that for her world is only books, books and books…she is not very trendy with her outfit or specs or make-up she wears a specs which has a black frame… her specs is not too trendy also…but shruti has a crush on Rishi I mean Kashish's younger brother but see he is a complete flirt too)

Next Scene:

 

(next day in the college)

 

Kashish in the  college auditorium mein announce karti hoon kay

Kashish: Hello guyz as I am the vice president of the college mein announce karna chaahti ho kay there is a show around tomorrow… jo kay ek concert hai young aur charming singing sensation jo hum sab ka favourite hai that is none other than Sumit Kapoor… aap Uskey show kay ticket mujhse collect kar sakte ho… thank you

Rishi: tumhare bhai ka show honey waala hai or humey battaya nahi yaar

Sujal: muje bhi abhi pata chala hai yaar…

Kashish: Sujal aakhri ticket bachi hai kya  tum mere saath aana chaaho gay?

Sujal: naturally, mere paas zyaada time nahi hota

Kashish: to kya apne bhai kay concert mein nahi aaogay

Sujal: agar tumhe mera aana accha lagey to mein zaroor aaonga…

Kashish: ohh thanx Sujal ..

(Kashish phir sab kay saamne Sujal ko kiss karke chali jaati hai)

Sujal apne dil mein kehta hai kay " isey kya hogaya?"

 

Next Scene:

 

Kashish: Dekho Shruti maine tumhare liye aur Kumkum kay tickets kharidli hain

Shruti: then cries

Kashish: Kya huwa Shruti?

Kumkum: Madam ka mood aaj sahi nahi hai

Shruti: wo mama say thodi si argument hui                           

Kashish: kahiin wohi baat to phir se nahi hui naa?

Shruti: Kashish, ab mein tumhe kya bataao tum to jaanti ho yahi topic mein hameshaa ladayi hoti hai…

Kashish: Chill hameshaa kay liye rona dhona bhull jaao aur kal tumhe mere saath tumhe aana hi hoga

Shruti: par mein …wo

Kashish: kucch nahi mein sunna nahi chaahti bye…

 

 

Next I am saying about the 4th character which is Nandini who is a middle class girl who is a radio jockey (R.J) in Radio City she hosts for the show which is "LIFE HO TO AISI" she solves love or any thing else problems which happens in most teens or adults life even she gives some suggestions for them also… But Radio City belongs to Abhay Kapoor… But also Abhay thinks that one day his sons which are Sujal, Sumit and Karan will take the responsibility of the radio… Changing tracks, Nandini soon became the most popular R.J in the radio Nandini is the one and only daughter of Anurag... Anurag is the closest friend of Abhay Kapoor … Anurag's wife has died in a car accident

Nandini and karan are also the closest friends in their childhood but Karan is not in Mumbai but stays and lives in States - London because of his studies sometimes Nandini and karan keep in touch through e-mails

Karan: Karan is in London for his studies when he was at the age of 8 or 9 he was very naughty so he was uncontrollable so he was sent to London in hostels from that day onwards nandini departed from Karan... Whenever they kept in touch nothing came in between them something love kind of thing in their friendship but they always keep on fighting….

Next Scene:

 

The whole gang of college is in the Concert specially Kumkum is very happy!

 

Sumit apna Show apne gaane say start karta hai

 

Dil de diya hai jaan tumhe denge daga nahi karenge sanam (2)

Rab di kasam yaara rab di kasam

 

Rukh zindagi nay mod liya kaisaa

humney sochaa nahi tha kabhi aisaa

Aata nahi yakeen kya say kya hogaya kis tarha mein tumse bewafaa hogaya insaaf kardo mujhe maaf kardo itna hi kardo karam

 

Dil de diya hai jaan tumhe denge daga nahi karenge sanam…

 

After the show every fans take Sumit's autograph so kumkum also goes to take one

 

Kumkum: autograph please…?

Sumit ki nazar hat nahi rahi thi Kumkum say Sumit is qadar uski aankhon mein dekh raha tha kay usney aaj tak aisi ladki nahi dekhi ho…

Sumit: Sumit kehta hai dil mein kay

" ye bholapan ye masti ye pyaar jhalak raha hai sirf meri imagination hai … ya ye sach hai Kashish uski aankon mujhe aisa kya jo mujhe uski taraf kheench raha hai"

Kumkum: Thank you ( kumkum then leaves)

Sumit: aisa lag raha hai kay meri manzil aur zindagi dono mujhse judaa ho rahein hai

 

Next scene:

 

(kumkum goes to mandir mannat maangne kay liye jaise hi wo mandir say nikalne lagti hai Sumit wahaa use miljaata hai)

Kumkum: Aap … yahaa

Sumit: kyu main yahaa mandir mein nahi aa sakta?

Kumkum: nahi mera matlab kucch aur tha aap jaisa ek bohot bada pop icon … aur waise bhi ladke mandir bohot kam aate hain…

Sumit: kucch ladke to aate hain naa main unhi main se ek hoon miss….?

Kumkum: Kumkum Gujral

Sumit: kaha padti ho?

Kumkum: poori life history jaanni hai kya?

Sumit: nahi bataana hai to mat bataao…

Kumkum: aisi koi baat nahi mein R.V. college mein padti hoon

Sumit: great! Mere bade bhai bhi wahi padte hain

Kumkum: shayad mein unhe jaanti hoo…

Sumit: unka naam hai Sujal

Kumkum: ohh I know him

Next Scene:

 

Kkusum: Nandini, kaisi ho ? tum yahaa

Nandini: theek hoo aunty. Uncle kahaa hai?

Kusum: wo andar hain

Kkusum apney dil mein kehti hai kay …

Jab dekho baap beti aajaate hain

Aur abhay bhi kucch zyaada hi attach hain

Pata nahi baap beti nay kya jaadoo kiyaa hai

 

Next Scene:

Nandini: Sir may I cum in?     

Abhay: yes, sure beta

Nandini: wo kucch confidential papers sign karvaana tha…

Abhay: ohh beta karvaalo

Nandini: yahaa is paper main karna hai… haan yahaaan is papers pay…

(aur suddenly abhay's phone starts ringing and then Abhay picks up the phone

To see his son Karan has called him he smiles when he called Abhay)

Abhay: haan beta tum nahi aaogay… beta mein to tumhara intezaar kar raha tha itney

Dino say… par.. yahaa to sab log… okay … Nandini bhi tumhaare intezaar main hai

Kon Nandini? Wo theek hai keh rahi thi kay bohot din hogaye tumse ladayi kare bagair

Nandini: kya huwaa sir?

Abhay: haan wo karan hain naa use postpone kar liya hai wo aaj nahi kal aa raha hai

Nandini: kya? Wo aaj aaney waala tha?

Abhay: hmmm

Nandini apney dil mein kehney lagti hai kay aane do Mr. America ko… dekhte hain kitna badal gaya hai…

 

Part 3

In the next part I will make Sumit-Kumkum's scenes more…

 

(Shruti is searching for a job but unable she has applied in some companies but God knows)

SHRUTI IN COLLEGE…

Kashish: Hi Shruti suna hai kay job kay talaash mein ho?

Shruti: Hmmmm ye hamaare college mein sab say bada Times of India kaun hai? Khabar spread hogayi kya?

Kashish: Tumhare bhai Akshat nay bataaya hai…Haan par Tulsi Aunty kay yahaa kar rahi ho kya?

Shruti: nahin mein ek individual hoon meri apni koi ek pehchaan banana chahti hoo

Kashish: agar tum kaho to kya mein papa kay paas baat kar loo

Shruti: no not at all Om uncle kay paas please mere liye baat mat karo

Kashish: as u wish

(Shruti gets a really good job in W.A.P.S)

(After 10 or 15 days there is an important meeting in the company where many Board of Directors and Managing Directors are invited for the meeting in that Shruti is excited and also nervous then when she goes there in the hall of Meeting there she is really surprised seeing that Aryan is none other than the Partner of W.A.P.S)

 

Next Scene:

Shruti goes to Aryan's Cabin

Aryan : Sit down!

Shruti: Good morning Aryan Sir

Aryan: ye tum baar baar Sir kyun bulaati ho?

Shruti: Nahi Aryan Sir

Aryan: Dekho phir say Aryan Sir?

Shruti: Hmmm Sir

Aryan: dekho phir se Sir bulaaogi naa to mein apna Sir aage kar doonga

Call me only Aryan or Mr. Aryan that's enough! Mein apney staff ko poori liberty dena chaahta hoo

Shruti: alright Aryan

Aryan: that's okay then you may leave

 

Next Scene:

Shruti is in her cabin and Suddenly Aryan comes to find Miss. Sonya and then leaves her cabin aur Aryan ko to bas bahaana chahiye tha Shruti kay cabin mein aur Shruti to bas bahaanay talaash mein rehti Aryan kay cabin mein jaaney kay liye… dono ek doosre kay liye bechain aur betaab rehtey

Then Shruti thinks in her heart that:

Pata nahi kyu mujhe aisa lagraha tha kay hazaaro bheed mein akela lag raha tha wo…

Jaise mein zindagi ki saari khushiyo kay beech ek akele dukh ki tarha mujhe aisa lag raha hai kay wo kaash yahaa tak mujhe dhoondte huey aaya hota ….

 

Next Scene:

Nandini: Hi tumhaari mama nay kaha hai kay aaj shaam ko ek party hai tumhaare aanaey ki khushi mein..

Karan: Hi hmmm

Nandini: agaye Mr. America

Karan: hey mein London say aaya hoon

Nandini: London ho ya America who cares? Waise maine kehdiya so kehdiya mujhe ab jaana hai show kay liye mein late ho rahi hoon…

Karan: ruko ruko waisae RJ Nandini mein ek baat bataaon hum yahaa miley hain itney saalo baad phir bhi hum lad rahe hain aur e-mails mein bhi hum lad rahey the? Why?

Nandini: waise bhi tum ladrahe the main nahi

Karan: badi ladaaku ho tum

Nandini: mein ya tum

Karan: tum

Nandini they always keep on fighting with each other…

 Next Scene:

Akshat: Hey guys pata hai picnic honay jaa rahi hai wo bhi 2 nights kaa hoga…

Kumkum: ohh so boring!

Sujal: I am gonna go to the picnic hamari final year hai naa… Sumit bhi aana chaah raha hai

Kashish: agar Sujal picnic mein ho to mera to aana zaroori hai naa… Lekin Ex student like Sumit aana chaah raha hai

Kumkum: aana chaahta hoga to aaney do … mein bhi aa rahi hoon waise picnic kaha hai

Kashish: aur kaha Khandala…

 

Part 4

Next Scene:

In the party everyone is invited like Om and Parvati, Tulsi, Anurag, etc…

There in the party Abhay announces without asking the concern of Kkusum that:

Abhay: ladies and gentlemen I am going to announce you kay maine aur Anurag nay decide kiya hai ki jo hamari dosti hai wo rishteydaari mein badal jaaye iska matlab hai kay…

(Karan, Nandini, Sujal, Sumit are really very surprised)

Anurag: Kay Meri beti Nandini ki mangni is hafte kay 13 taariq ko hogi Karan kay saath!

Karan: what?

(Then after the announcement Karan and Nandini are really surprised and also little happy)

Karan: Nandini, ek baat tumse kehni thi…

Nandini: Hmmm bataao

Karan: yahaa sab kay saamney itni bheed hai party mein…

Nandini: ok then let's go out for a walk

 

Next Scene:

Karan: tum nay kya socha hai?

Nandini: kiskay baarey mein?

Karan: Anurag uncle nay announce kar hi liya hai naa

Nandini: jaanti hoon ab mein keh bhi kya sakti hoon

Karan: haan waise badon ne jo faislaa kiya hai to soch samajhkar hi kiya hoga naa

Nandini: hmmm tum sahi kehte ho dekho time kitna ho raha hai papa ki daant padegi aur abhi subha kay 3:30 baje hain

 

Next Scene:

Akshat: Kaisa tha din office mein?

Shruti: theek thaak tha!

Akshat: picnic honay ko jaa raha hai

Shruti: not interested! Kyunki ek bohot bada production honay jaa raha hai to mujhe aur us uninteresting aur stupid Aryan kay saath jaana hai

Akshat: hmmm Aryan sir say Aryan bulaanay lagi ho

Shruti: Tum jo soch rahe ho waisa kucch bhi nahi hai

Akshat: nahi aana hai to mat aaoo picnic mein tum nahi aaogi to kucch khaas farak nahi padega okay fine get lost! Main sochta hoon kay fresh up kay liye jaa sakte the par tum ho ki…

 

Next Scene:

(Next morning Shruti and Aryan start the journey to Khandala)

Next Scene:

Even everyone from the college start going in the bus to Khandala

Then slowly when everyone is asleep Sumit goes and sits with Kumkum!

Kumkum: tum yahaa?

Sumit: haan mein yahaa ab to subah bhi hogayi hai lekin koi utha hi nahi

Kumkum: Hmmm

Sumit: Chup aahista bolo agar koi jag gaya to

Kumkum: to to kya

Sumit: aise keh rahi ho jaise kucch jaanti nahi ho

Kumkum then smiles

 

Next Scene:

 

Aryan: ohh no ab ye car kharaab bhi hogayi hai

Shruti then murmurs that kaunsi ajjeeb ghadi thi kay mein inkay saath aayi (just kidding)

Par ab kya karey?

Aryan: ab kya kiya jaa sakta hai lets walk together to a hotel room

Shruti: hmmm it's really long!

Aryan: Friends!

Shruti: hmm friends! Sorry

Aryan: par kyun?

Shruti us din kay liye

Aryan: ohhh usey to mein kab kaa bhula chuka hoon tum bhi bhool jaaao

Shruti: kitna bada dil hai aapkaa

Aryan: tum bhi naa… (After a long silence) ek baat poochoo kay pyaar kaise hota hai mera matlab  hai kay pyaar ka ehsaas kaisa hota hai?

Shruti: pyaar matlab hai kay jo insaan uskey har khushi ka gham kaa pasand na pasand ka khayaal rakhey usse pyaar kehte hain …

Aryan: okay

Shruti then saying in her heart that

" Ye mujhe kya ho raha hai jiskay saath mein baat karna kya saath jaana nahi chaahti unkey saath aaj mein walk kar rahi hoon I mean unkey taraf mein is tarah kheenchi kyun jaa rahi hoon aisa kya hai Aryan Sir mein"

 Udhar Aryan kay dil mein Kuch kuch hone laga tha udhar bhi kuch aisa hi haal tha

 

Next Scene:

 

Sumit: hey tum kucch khaati kyun nahi even Kashish bhi keh rahi thi kay tum kucch nahi kha rahi ho?

Kumkum: nahin mujhe nahi chahiya

Sumit: any problem?

Kumkum: Koi problem nahi hai in fact maine karva chauth ka vrath rakkha hai?

Sumit: What? kya tum in baato mein believe rakhti ho? So superstitious

Kumkum: Hmmm what superstitious?

Sumit: So sweet of you…

Kumkum: Raat ko mujhe milney tumhe aanaa hoga aur tent mein nahi … garden mein okay

 

Next Scene:

Aryan: koi hotel khaali nahi hai ab kya karein?

Shruti: hmm then what?

Shruti ye baat dil mein kehti hai kay:

Kyu har waqt intezaar rehta hai uska… kyu kaam kay bahaaney baar baar Aryan kay cabin mein chali jaati hoon.Aryan bas ek baar itney paas aaoo kay mere dil mein jhaankar dekh sako … meri tanhaayio mein koi awaaz nahi hai Aryan ek baar mera naam pukaaro sakht hi sahi par tumhaare liye mein tootkar bikhar nay kay liye tayyar hoonbas ek baar haath badaao Aryan mein har baar saath doongi

Aryan: Shruti, tum kya Kashish ki class mate ho

Shruti: thi… Class mate mein thi par ab nahi

Aryan: okay

Shruti kehnay lagti hai apney dil mein kay:

Hey Shruti! Kya ho raha tujhe tune to kisi ladkay ko kabhie dhyaan say to dekha tak nahi phir ab kya hua?

 

Next Scene:

Sujal: Kashish chalo kahi chalte hain jahaa koi naa ho

Kashish: aana to chaahti hoon mein tumhare saath lekin agar raat hogayi aur hum raaste mein kahin kho gaye to

Sujal: to kya hogaya MAIN HOON NA...?

Kashish: kucch nahi… chalo mein tumhare saath aati hoon
Posted: 18 years ago
continue yaar..nice part..
  1  

Related Topics

doc-text Topics pencil Author stackexchange Replies eye Views clock Last Post Reply
Mohabbat hai(OS based on the music video Mohabbat Hai)

pencil jasminerahul   stackexchange 9   eye 441

jasminerahul 9 441 1 months ago khwaishfan
FF- Ishq Ibadat Hai | Thread#5 | Do Dil Ek Jaan | RanTara

pencil DamRyeong   stackexchange 23   eye 1255

DamRyeong 23 1255 3 months ago coderlady
FF- Kaun Hai Wo Mera..? Sab Kuchh..! | Thread#2 | DDEJ | RanTara

pencil DamRyeong   stackexchange 16   eye 849

DamRyeong 16 849 4 months ago coderlady

Topic Info

2 Participants 1 Replies 1365Views

Topic started by dilwali_sshh

Last replied by fakhra

loader
loader
up-open TOP