Hote Hote Pyaar Hogaya (Mayur ff)part-8 pg-53

Posted: 14 years ago

Hi guys. This is my 1st ff. it's based on Mayur. To pls tumlog isse panda or apna pov mujhe batana. Accha lage to bhi batana or bura lage to bhi batana.

Hote Hote Pyaar Hogaya

Vikram Sharma & Shilpa Sharma. Owner of very popular Sharma Industris. Mayank sharma is their only son. Student of excel college. very britiant. Colleger topper. & totaly mama's boy type. At the same time hi is very irresponsible.

Rajeev bhushan & Naina Bhushan. Owner of Bhushan Industris. Nupur Bhushan is their only daughter. very bubbly nd beautiful. She is a student of excel college. And best frnd of Mayank.

Vikram sharma and Rajeev Bhushan are best frnd. 2none apni study eksath kiya. Bussiness bhi eksath start kiya.shaadi bhi eksath hi ki or dono ke bacche bhi eksath hi huye. 1st Mayank. Uske 17 min baad nupur ka janam huya. Mayank n Nupur bhi un donoki parents ki tarah best frnd hai..ye dono bhi har cheej eksath hi karte hai.. Eksath school complete ki or ab excel college me bhi eksath hi padte hai. Mayank nupur ko gudia kehke bulata hai or nupur mayank ko monkey kehke bulati hai. Mayank, Nupur diya , uday, benji, CJ ye hai excel ki cool group. Unki group ka naam hai Tashan. Bocz unlogo ka  style hi anokha hai. Excel college ki sari ladkiya mayank per marti hai pr mayank kisi ko bhi vhao nehi deta..ussi tarah college ki har ladke ki dream girl hai nupur . Recently unki  group me or  2 frnd add huye hai. Samrat & Gunjaan.

In the Morning. At Dinning table

V :  Mayank ye tumhari College ke akhri saal hai. Uske baad to tumhe office join karna hi hai. To main sochraha tha ke tum abhi se kabhi kabhi office ajaya karo. Sab se mil bhi sakte ho or office ka halchal bhi samajh sakte ho. Akher in sab employees ko lekar hi tumhe kam karna hai.

M : Main ? (uski gale me to khana hi atak jata hai). Papa main office ake keya karoonga?

V : Main keya karta hu office jakar? ( in a angry tone )

M : who aap ka kaam hai.

V : Tumhara nehi hai? Vulo maat ye business srif mera nehi Tumhara bhi hai.

M : who jab hoga tab dekha jayega. Papa abhi main student hu. Or mujhe padai karni hai. Aap mujhe pls business ke mamle me maat ghasitiye.

V : Mayank aisa kab tak chalega. Tumhe responsible hona padega.

S : Tum dono ab bus karona. Nashte ke table per ye sab keya start kiya tum donone? Shanti se nashta karo.

V : Nehi shilpa. Mayank ko ab responsible banna padega. Ghar ki business ki jimmedari sab ussi per hai. Or pher Nupur ki responsibility bhi to uss par hi haina?

M : Matlab? (khana phirse usski gale me atak jata hai). What do u mean by nupur ki responsibility?

V : Matlab yehi ke maine or Rajeev ne ye decite kiya ke tum dono ki college khatam hote hi hum tum dono ki shaadi karwadenge. Issiliey hum jald se jald tum dono ki engagement ka announcement karne wale hai.

M : keya? Papa meri shaadi? Or apne mujhse poocha tak nehi?

V : Tumse poochna maine jaroori nehi samjha. Main to srif tumhe bataraha hu. Dcite to maine karhi liya hai.

M : Mama ye sab keya hai? Aap janti haina nupur srif meri acchi dost hai. Uss se shaadi ke bare me to main soch bhi nehi sakta. Main abhi nupur se baat karta hu.

Yeha pe Rajeev bhushan bhi  nupur se undonoki shaadi ki baat karte hai. Nupur ki reaction bhi same hai. Oh bhi mayank se baat karne keliy daudti hai.

At phn

M : Gudiya mujhe tujhse bohot jaroori baat karni hai. Jaldi ake mujhe college me mil.

N : Mujhe bhi tujhse bohot jaroori baat karni hai Monkey.

M : ok to phir college me milte hai. Bye.

At College

M : Tujhe pata hai gudiya? Aaj papa ne keya kaha?

N : Hamari shaadi ke bare me na? mujhe bhi papa ne bataya.

M : keya? Ab keya hoga? Oh log ye kiyu nehi samajh rahe hai ke hum dono srif dost hai. Zindegi hamari or faisla lenge oh. Ye keisi baat huyi.

N : sacchi me. Lagta hai hum abhi bhi baba adam ki jamane me hai. Hamari marji ke bina oh hamari shaadi keise karwasakte hai. Maine to bohot samjha ne ki kowshish ki hai. Per papa ne meri ek na suni.

M : meri bhi. Per main tujhse shaadi keise karsakta hu. main to!!! Ye baat kehte hi mayank chup ho jata hai.

N : Main bhi tujhse shaadi keise karsakti hu. Main bhi to!!! Phir ye baat kehke nupur bhi chup ho jati hai or mayank ko dekhne lagti hai .

N : iss "Main to" ka keya matlab huya ?

M :( In a hesitate voice). Tune bhi to kaha " Mai bhi to". Iska keya matlab huya?

N : Pehle maine poocha? Tu jawab de.

M : tu bol.

N : Tu bol

M : Tu bol.

Or pher dono hi gusse me chup ho jata hai.

M : (himself) boldeta hu.

N : (herself) boldeti hu.

M & N (eksath)

M : I love Gunjaan.

N : I love Samrat

M & N (pher se eksath)

M : What?

N : What?

N : Tune? Tune mujhe bataya kiyu nehi?

M : ha, ha. Tu to mere samne board lagakar ghumrahi thi na ke tu samrat se pyaar karti hai?

N : phir bhi tujhe batana chahiye tha  na? tune mujhse itni badi baat chupaya.

M : Tune bhi to chupayi.

N : thik hai. Thik hai. Per ab hum karenge keya?

M : hhmmmmm.  jo bhi karenge dono eksath karenge. (He winked at nupur)

N : yah. Done. Main gunjaan ko patane me teri help karoongi

M : or main samrat ko patane me tera help karoonga.

M & N : (dono hath milate huye) yah. It's a deal partner.

 
OMG it's 22222 long.Pls guys bore maat hona. pls read and comment on it.
 
With love
 
Tapoor


part 1------- pg 1

part 2-------pg 4

part 3------ pg 8

part 4------pg 15

part 5 ------pg 25

part 6-------pg 34

part 7 ------pg 42

part 8 ------pg 53
 
Edited by Tapoor - 13 years ago
Posted: 14 years ago

heyaa hi tapoor

well just read the intro and the part , its too good , sounds damm interesting , mayur being childhood friends and then they love opposite sajan , and then there wicked plan , all this sounds damm damm interesting , lets see how in this plan they will fall for each other only , would love to read it ahead please update with this ff soon , will be waiting ,
till then take care and please doo add me in your pm list
 
lots of love
simi
Posted: 14 years ago
Simiiiiiiii ye tumne kya kar diya.
meri pehle comment kar diya.
Ab to mujhe mar jan chaiye.
Sorry tumpa dear. i  mextremly sorry.
Actually my modem was not working for some technical problem.
now i resolve it and connect to the net. but my bad luck.
Any way come to the update.
though i already read it but now i give u my comments-
janiiiiiiii ites really awesome, fantastic, lovely part.
got some diffrent flavour from it.
i just loved it from my core.
thanx God at last u post it.
htanx hunny. u must keep it up.
Good luck.
Sorry again.
Tumpa amar monta khub khub e kharap lagse j ami 1st comment korte parini.
ekhono bar bar line kete jasse.
All the best dear.





Edited by fariaa70 - 14 years ago
Posted: 14 years ago
hey
really nice start!!
i hope sajan ko patate patate mayur ek doosre ko pata lein..hehe
do continue soon!
plz PM me when you update...
Posted: 14 years ago
Originally posted by simi2


heyaa hi tapoor

well just read the intro and the part , its too good , sounds damm interesting , mayur being childhood friends and then they love opposite sajan , and then there wicked plan , all this sounds damm damm interesting , lets see how in this plan they will fall for each other only , would love to read it ahead please update with this ff soon , will be waiting ,
till then take care and please doo add me in your pm list
 
lots of love
simi
 
Thanks dear. ye mera pehla ff hai. i m so sceared ke kisi ko pasand ayega ya nehi. janke khusi hyui ke tumhe pasand aya. thanks again.
Posted: 14 years ago
Originally posted by hgrhr


hey
really nice start!!
i hope sajan ko patate patate mayur ek doosre ko pata lein..hehe
do continue soon!
plz PM me when you update...
 
Thanks a lot dear. and sure i will pm u.
Posted: 14 years ago
ur extremely talented
lov ur ff
but plz update regularly
warna intereset kho jata hai
n pm me
Posted: 14 years ago
pls continue soon dear..........its really nice......
Posted: 14 years ago
Originally posted by mannnnnn


ur extremely talented
lov ur ff
but plz update regularly
warna intereset kho jata hai
n pm me
 
Thanks a lot. i will sure pm u
Posted: 14 years ago
Originally posted by achoose


pls continue soon dear..........its really nice......
 
Thanks dear 4 liking my ff

Related Topics

doc-text Topics pencil Author stackexchange Replies eye Views clock Last Post Reply
Tum se hi (part 5)

pencil Srishti_124   stackexchange 5   eye 309

Srishti_124 5 309 15 days ago benisfroms
⭐New⭐ Arhi FF | Iss Darr Ko Kya Naam Doon: Chapter 3 - Part 2/3

pencil Rizz-ington   stackexchange 30   eye 4457

Rizz-ington 30 4457 11 days ago PeachyPisces
Tum se hi (part 4)

pencil Srishti_124   stackexchange 3   eye 528

Srishti_124 3 528 2 months ago Srishti_124
Tum se hi(part-3)

pencil Srishti_124   stackexchange 3   eye 384

Srishti_124 3 384 2 months ago coderlady
Tum se hi(part-2)

pencil Srishti_124   stackexchange 1   eye 405

Srishti_124 1 405 2 months ago coderlady

Topic Info

76 Participants 642 Replies 43600Views

Topic started by Angle.

Last replied by tasnim.

loader
loader
up-open TOP