Originally posted by: Anu_02
Maine pehle hi bola tha ye ph fraud h
Okk sahiba was wrong jo sach nahi bataya to seerat kya sahi h sahiba ne ek sach chipaya usko explain bhi kiya kyunki ye sach tumhare baap ka tha usko batana tha ussey juda tha isliye..
Yes dhoka baap ne diya to confess bhi usko karna chahiye tha
But what about seerat kya sahiba ka sach chipana seerat k EMA k offer nd kiss attempt se bhi bada tha kya ???to angad ne sorry kyun bola kal raat isi aurat ne Jo harkat Kari ussey angad ko koi farak nahi ya matlba nahi angad ka sorry to yehi batata h ..
.warna angad jawab deta ki agar sahiba jhooti h to tum bhi kam nahi ho jo kal raat tumne kiya angad bolta na ye sab but no angad ne sorry bola kyun??kis baat k liye
Or upar se seerat ne bola mere room mein akar so jaao to nagad ne koi angry look nahi Diya Maine bhi dekha sabke dekha balki ek shocked nd clueless type look tha what are you saying type wala look ...or agar gussa ka look hota to gussey se jawab deta
But angad ne soft tone mein bola" nahi itna sab karne ki zarurat nahi h " jaise seerat usko koi ehsaan kar rahi h š²š²š²š²
Sahiba ne anagd ko hug Kiya to angad ne gussey se chuda liya or simran p chillaya
But what about seerat usko kuch nahi bola ulta he said sorry to her jo kal raat isko kiss attempt or EMA ka offer de rahi thi for what š²š²š²
Yahan tak ki seerat k room mein sone k offer ko bhi soft hokar bola zarurat nahi h itna sab karne ki
Sach mein angad ka jo gussa sahiba ya simran ya kisi or p nikalta h uska 1% bhi agar angad seerat ko karta to seerat ki itni himmat nahi badhti