Ye manbir baat baat p ghar chodne ka kya drama karti h😆..pag phere p gaya to ghar chod dungi..khana peena chod diya ..or ab wapas se ghar chod dungi ki nautanki or behosh ho jaane tabiyat kharab hona
Arey ye kya h yaar aise to jab angad SeeRy shadi k baad sahiab ko apke room mein aane ko bolega to manbir ne to suicide kar leni h 😆...
Arey maa h maa banke reh saas banke torture kar sauten banne ki koshish kyun kar rahi h 🤣
Manbir k darr angad ko lekar ais ah jaisa sauteno ka hota h ...🤣maa nd saas jaisa kuch nahi h ...
Saas hoti to taaney maarti torture karti ghar k kaam karwa k ..
But manbir is behaving like an obsessed psycho lover of angad 🤣