Ek haseen shaam ko, dil mera kho gaya...
Pehle apna hua kartha tha...
Ab kisika ho gaya.....
Muddaton ke baad hi aarzoo thi
zindagi mein koi aayi
sooni sooni zindagi mein
koi shama jilmilaye.
woh jo aaye toh roshan zamana ho gaya....
Mere dil ke kaarvaan ko, le chala hai aaj koi...
shabnami si, jiski aankhen
thodi jaagi, thodi soyi
unko dekha toh mausam suhana ho gaya..
😉