This story starts after rehaan pushes sunheri to police officers...
Jao le jao ise meri nazron ke saamne se.
Mujhe iski shakal bhi nahi dekhni hai...Rehaan says to the police officers .
Sunheri pleads him a lot but he does not listen's to her.
Rehaan was visiting to an orphanage..where he lived when he was small .
He goes near the children .
The children get surprised seeing their rehaan chacha after many months.
Rehaan notice the album in their hands .
Ye kabke photos hain baccho.asks rehaan .
Rehaan chacha yeh diwali ke photos hain ..ye lijiye aap bhi dekhiye ...says one of the child.
He gets shock seeing the album.
There was sunheri dancing with the children.
Baccho yeh .
Chachu yeh na sunheri didi hai yeh bhi hum log saath rehtil thi par ek uncle aur aunty isse leke chale gaye par phir bhi yeh humare saath khelne aati hai...par bahut dino se ye aayi nahi.
Baccho tum log khelo main abhi aata hun...
Rehaan goes to the caretaker.
Khala mujhe aapse kuch baat karni hai...
Arre rehaan beta bolo na kya baat karni hai...
Khala aapne kabhi mujhe sunheri ke bare mein nahi bataya ... Arre tumhe sunheri ke bare mein jaankar kya karna rehaan ...waise bhi uss bacchi ke saath toh bahut bura hua he...Khala aap kya keh rahi hai..Haa rehaan tumhe pata hai jab woh bahut chothi thi tab usse yaha laya gaya...bahut ro rahi thi ...Phir dheere dheere hasne lage sabke saath ghul milne lagi ...
Par ek din achanak rosy aur shishupal aaye aur kaha ki voh usse le jaana chahte the...
Hum ne socha ki voh khush rahegi par ek din pata chala ki un
logon ne uski padai -likhai bandh karwakar usko chori karne ke liye majbur kardiya aur tabse sunheri ki zindagi barbaad ho gayi...at the end of this both rehaan and the caretaker were crying.Achha tum baitho main aati hun...With that she left leaving a heartbroken rehaan behind.
Phewww.
this was my first os .
hope u like it .
if I get good number of likes and comments then I will continue this.
Teaser at pg 3
Banner at pg 5
16