Part 3:-
2 weeks had passed after zoya's barsi. it's a fresh morning in bhopal.
*tring*tring* phone rang when dilshaad picked it
dilshaad:-hello.
caller:-Asslam o alikum dilshaad beta.
dilshaad:-walaikum-assalam. ji ap kon.
caller:-ara pehchana nahe. mai tumhare ami ki delhi wali nasreen phophi ka bara beta ali.
dilshaad:-ya mere ALLAH. ali bhaijan ap? kaisa hai ap? itne arsa baad phone kiya apna. sach mai to bhol he gaye the apko. 7 saal hogaye huma mila hue.
ali:-aram sa dilshaad! saans to lelo. ALLAH ka karam hai mujh par mai theek hun.
she sat on sofa and then ask him
dilshaad:-acha ab ye bataen k kaisa phone kiya. kiya khaas baat hai
ali:-khaas baat to hai, socho.
dilshaad thought for a minute then answered him.
dilshaad:-kahin zara ka nikah to nahe ho raha bhai jan?
ali:-nikah to ho raha hai laken zara ka nahe zarina ka. or tumhe har hal mai delhi ana hai wo bhe asad or najma k sath.
dilshaad:-zarina ka nikah ho raha hai yeh sun kar bohat khushi hue laken shayad ana thora mushkil ho bhaijan.
ali:-nahe dilshaad koi bahana nahe chala ga. 7 saal pehle jab zara or zarina ki ammi is dunya sa chale gaye to bohat log ae or mujhe dilasa dekar chala gaye lakin tum wo ek hi the jinho nai mere bachiyon ko sambhala.
they both get emotional
dilshaad:-theek hai bhaijan mai zaroor aonge.
ali:-theek hai to ab mai rakhta hun. ALLAH HAFIZ
dilshaad:-ALLAH HAFIZ bhaijan.
**************************************
zara residency, delhi
ali came and sat on the table
ali:-zarina chai le ao beta.
zarina:-ji abu.
zarina take 2 cups of tea and sat next to his father.
zarina:-abu is martaba apka bohat muksan hona wala hai?
ali:-tumhare shaadi hai isiliye na?
zarina:-kya abu?wo nuksan thori hua, nuksan to wo hua jo api kar rahe hai.
ali:-zara na kiya kardiya.
zarina:-jab sa apna bataya hai dilshaad aunty bhe mare shaadi mai aenge, tabsa unka or unka bacho k rooms ready kardiya unho or shop mai jakar najana kitne dressess unko dana k liye alag kardiya hai. or ab market chale gaye hain unka pasand ki dishes banana k liye uska saman lana. hua na nuksan.
ali:-chal pagli ye nuksan to nahe hua ye to uska pyaar hai mere apno k liye. saghi na hona k bawajod, apni nahe hai phir bhe kitna piyar karte hai wo mujhse or unse bhe jinse mai pyaar karta hun, har kise ki batain sunte hai sirf mere liye.
zarina:-han abu shayad zara api bhe humse itne mohabbat nahe karte the jitne ye karte hain. mai inhe kabhi humse dor nahe jana dunge.
ali:-dor to jana hoga laken use nahe tumhe akhir shaadi karke america jo chale jaoge tum.
ali laughed while zarina gets irritated, ali hugged zarina.
*****************************
khan mansion, bhopal
everyone were waiting for asad on the dinning table for dinner.he camed and they all start there dinner.
dilshaad:-asad hum sab ki kalke delhi ki flight book kardo.
asad:-kyun ami.
dilshaad:-hum sab ali bhaijan ki beti zarina k nikah mai ja raha hai.
asad:-i am sorry ami par mai nahe a sakta mujhe office mai bohat kam hai han par apke tickets book karwadunga mai.
dilshaad knows he will give the same answere like always but this time she gets fumed,she stand up from the table
dilshaad:-akhir tum chahte kiya ho asad?
asad:-ami ap kiya keh rahe hain. maine kya kiya?
dilshaad:-bhola mat bano. kiya tum nahe janta k mai kiya keh rahe hun?
najma tries to stop her.
najma:-ami chora na.kyun is baat ko khech rahe hain ap?
dilshaad:-nhe najma bohat hua thak chuke hun mai asad ko is halat mai dekh kar.
asad:-kiya hua hai mujhe ami. mai theek to hun.
dilshaad:-nahe tum theek nahe ho aj sa nahe pichle ek saal sa theek nahe ho.mai roz tumhe is halat mai dekhte hun aesa lagta hai k tum zabardasti is zindagi ko ek boj samajh k jee raha ho. kiya tumhe ab mere or najma ki koi fikar nahe.
asad:-ami aesa bat nahe mai to...
dilshaad:-nahe aj tum kuch nahe bolo ga. zoya ki maut ka humabhe afsos hai, usse mohabbat hum bhe karta tha shayad tumhare jitne nahe laken karta to tha. laken tum...tumne to uske maut ka roag laleya hai,tum zindagi mai aga barna hi nahe chahta, asad mai ab tumhe ye akhri bar keh rahe hun k mai pure tarah se thak gaye hun, mujhe mera asad wapis chahie or agar ab wo mujhe nahe mila to wo din dor nahe jab mai usse bohat dor chale jaonge kabhi na wapis ana k liye. ab aga faisla tumhara hai mai zoya ko bholna ko nahe keh rahe laken tum aga barhna ki koshish to karo.
asad becames angry and leaved, dilshaad gets tensed and sat on the table very sadly
dilshaad:-ya ALLAH mere bete ko sahe rah dikha.
*****************************************
finish i hope u like
please hit like and do comment if you like it otherwise jutas and chappals are welxome😃
regards:-arooba
4