Besides this Hum Hai Deewane which is quite a Passion-less song 😆 which song u love the most on Madhu and feel it goes on her 😆...ur Options are -
1.
Faili thi siyaan raatein
Aaya tu subah leke
Bewajah si zindagi mein
Jeene ki wajah leke
Khoya tha samandaron mein
Tanah safina mera
Sahilon pe aaya hai tu
Jaane kis kadar leke
Kuch toh hai tujhse raabta
Kuch toh hai tujhse raabta
Kaise hum jaane
Humein kya pata
Kuch toh hai tujhse raabta
Ab kya hai kehna
Humko hai rehna
Jannatein bhulaake
Teri baahon mein panaah leke
2.
Naye-naye naina mere dhoonde hain
Dar-badar kyun tujhe
Naye-naye manzar yeh tak.te hain
Iss kadar kyun mujhe
Zara-zara phoolon pe jhadne laga dil mera
Zara-zara kaanton se lagne laga dil mera
Main pareshaan pareshan pareshaan pareshaan
Aatishein woh kahaan
Main pareshaan pareshan pareshaan pareshaan
Ranjishein hain dhuaan haan..
3.
Mar jawaan, mar jawaan
Tere ishq pe mar jawaan
Mar jawaan, mar jawaan
Tere ishq pe mar jawaan
Bheege bheege sapno ka jaise khat hai
Haii..
Geeli geeli chahat ki jaise lat hai
Mar jawaan, mar jawaan
Tere ishq pe mar jawaan
Mar jawaan, mar jawaan
Tere ishq pe mar jawaan'
4.
Saans me teri saans mili toh mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi, Mujhe saans aayi...
Rooh ne chhu li jism ki khushboo tu jo paas aayi
Tu jo paas aayi, tu jo paas aayi..
Saans me teri saans mili toh mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi, Mujhe saans aayi..
5.
Preet ki lath mohe aaisi laagi
Ho gayi main matwaali
Bal bal jaaun apane piya ko
He main jaaun vaari vaari
Mohe sudh budh naa rahi tan mann ki
Yeh toh jaane duniya saari
Bebas aur laachar phiru main
Haari main dil haari...
Tere naam se jee loon
Tere naam se marr jaaun
Teri jaan ke sadke mein kuchh aaisa kar jaaun
Tune kya kar dala marr gayi main mitt gayi main
Ho ri ha ri ho gayi main
Teri deewani deewani- 2
Tune kya kar dala marr gayi main mitt gayi main
Ho gee ha gee ho gayi main
Teri deewani deewani - 2
6.
Na kuch poocha Na kuch manga
Tune dil se diya jo diya
Na kuch bola na tola
Muskura ke diya jo diya
Tu hi dhoop tu hi chau
Tu hi apna paraya
Aur kuch na jana
Bas itna hi janu..
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karun
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karun
Sajde Sar jhukta hai
Yaara mein kya karun
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karun
Rab Ne bana di jodii...
Edited by Nishi.Singh - 12 years ago