Lolz yaar yahan par sirf hum teen hi to hote hain, agar tujhe tang nahin karenge toh kya faydaaaa😆😆
so mein hi ek milti hoon, taang karne ko, aur bhi hain jo bore ho rahe hain, unko zaakar taang kar 😆😆
U ko tang karne mein jo sukoon milta hai, woh aur kisi ko tang karne mein kahaan😆😆
Waise Woh aur kaun hai😛