Originally posted by: Sukanya_Datta
Good evening Rashmi di...
Aj mai bhi in imagination masters ki imagination dakhkar dang rah gayi...
Kuch bolne ka mauka hi nahi mil rahan hai..!! 😆😆
In logo ko hi nayi MB likhni chahiye , lamp & wick se jyada TRP milega...