I'm sure uall know wht happened on this horrible date....
and we all know ke ye tareekh aane bhi waali hai......
yes....rajeev left kth....so today lets remember him with all these songsðŸ˜
post any song tht i missedðŸ˜
Dil Mein Kaante chubho kar,
us ne badli hain raaheinn Bewafa ho gayi woh,
dil se uthti hain aahen Bikhre bikhre hain armaan,
Saare sapne hain roothe, Kiya jis pe bharoosa,
wohi dhaage hain toote Dard kaise yeh sahoon,
chup bhi kaise mein rahoonYeh nahi baat zarasi,
maine to pyaar kiya tha, usne ki bewafaai
Thoda sa pyaar hua, hai kucch nahi baaqi
Dil agar toota hai to, teri murat bhi tooti
Aaj ye maine jaana, teri chahat hai jhooti
Dard taaza abhi hai, zakhm mera hara hai
Jheel si in aankhon mein, zehar kitna bhara hai
Maine to tooshan ki, Maine shama jalayi, usne
shama bujhai
Jis ko apna kiya hai woh hai harjayi
Tumhe to pata nahi hai, Kitna mein rooti hoon tumbin
Jaagti hoon na mein
Nahi sooti hoon tum bin
Kaise kahoon ab tumse, kaise mein ji rahi hoon
Teri tasweer ko pal pal dekhti mein rehti hoon
Tum Nahi aaoge, mujhko tarpaooge khud hi chali aaongi
Thoda sa pyaar hua tha kuch nahi baaqi
Thoda sa pyaar hua hai thoda hai baaqi
Dilpe hans ke liye hain, tum ne jo ghum bante the
Phool samjha unko bhi, jo nookile kaante the
Nafratoon mein bhi teri, pyaar mera chupa hai
Aankhen kucch boolti hain, hoonth kuch boolta hai
Har ghalat fehmi teri, dil se nikle gi kabhi
Door ho gi yeh udaasi,
Thoda sa pyaar hua hai, thoda hai baaqi
Apna milna bhi aisa, jaise aankhoon se paani
Toot ke bares rukh pe, de ke jaye nishaani
Ab alag ho gayi hain, teri meri ye raahen
Ek dooje ko dekhe, sooni sooni nigaahen
Ab na who pyaara samaan
Bikhre sapnoon ka jahaan, har taraf hai udaasi
Thoda sa pyaar hua tha kucch nahi baaqi
Askoon ki barish mein, doob na jaaoon kahin mein
Tere aane se pehle, mar na jaoon kahin mein
Humsafar aa jao na, hum to hain bas tumhare
Tum ko kya khabar nahi, hai tum to ho jaan hamare
Tumhare bin to sanam, kya wafa kya hai kasam
Pyaar mera hai baaqi
Thoda sa pyaar hua tha, thoda hai baaqi
Lahu Dil ka ab to, ban gaya aankh ka paani
Yaad mein teri rooti, rehti hai teri deewani
Tere bina mere dilbar, mera jeena hai mushkil
Tere bina hai pal pal, mera rehna hai mushki;
Ek baar tumse miloon
Hale dil tumse kahoon
Chaah bas hai yeh baaqi
Thoda sa pyaar hua tha ,kucch nahi baaqi
Yeh mazaaq hai kaisa, chale jot um mujse rooth ke
Wafa ki raah mein tanha, tum mujhe yoon chod ke
Sanam meri rooh mein, aksh tera hi chupa hai
Sanam meri rag rag mein, pyaar tera hi basa
Yaad mein teri mein, tere bina to mein
Ro ro ke mar jaoon gi,
thodasa pyaar hua tha, kucch nahi baaqi
Chahatoon ki sooli pe, toone mujhe kyun latkaaya
Kya khata hui jo mujhse, yeh saza to farmaaya
Aankhoon ko teri chahat, dil mein teri parchayi
Juda jab se hue ho, neend nahi mujh ko aayi
Deni hai jo mujhko, pyaar mein jo tujhko
Who sooghat hai baqi
Thoda sa pyaar hua tha kucch nahi baaqi
Jab bhi hooti hai aahat, lagta hai aagaye tum
Jab talak dekhti hoon, kahin ho jaate ho gum
Kaisi yeh aankh michole, aankh yeh bhar jaati hai
Seene mein tarap ke, dhadkanen mar jaati hain
Phir ye rasmen ye wafa, phir ye kasmen yeh wafa
Ab talak kyun hain baaqi
Thoda sa pyaar hua hai,Thoda hai baaqi
Dil ki raahoon mein jaane, mood hain kitne aaye
Ajnabee se lagte hain, mujhko mere hi saaye
Ab alag hoo gayi hain, teri meri ye raahen
Ek dooje ko dekhe, sooni sooni nigahen
Ab na who pyaara samaan
Bikhre sapnoon ka jahaan, har taraf hai udaasi
Thoda sa pyaar hua tha kucch nahi baaqi
mere hathon ki lakiron nai muj
sa abb ya kahan hai
meri kismat mai tere
saath itna likha hai
bewaffa tum ko manna
bewafa hogiyi tum
beech rastay naijanay kyun daga dai gi tum
aapne raheaa hai juda
mai tu tanha hi bahla
ja ra joa o har gi
thora sa pyar hua tha
kuch nahi baqi
Bewafa hum nahi hain, Bewafa tum nahin ho
Apni kismet mein shayad ghum hi kuch kam nahi hain
Ek halchal si jaane kyun rahe mere man mein
Kuch samajh mein na aaye
Kya karoon ho uljhan mein
Tum khade us kinaare
Hum khade is kinare
Kaise hai ye majboori
Mud ke jab phir dekha hai
Aankh bhar aayi
Thoda sa pyaar hua tha kuch nahi baaqi.
Mere honton pe har dam
Tere naghme sajte hain
Aaj jaana ke sapne
Kis tarha sach hote hain
Tujh mein aisi kashish hai
Jo mujhe kheench layi
Ban ke kismet hamari
Zindagi mein tu aayi
Mein bhi ab mein na rahoon
Tu bhi ab tu na rahe
Mein diya tu hai baati
Saath yunhi rehna hai
Hum ne ab saathi
Thoda sa pyaar hua hai
Thoda hai baaqi
Meri aankhon mein kya hai
Tum ye pehchaante the
Tumse badla mein longi
Ye bhi tum jaante the
Phir bhi chup chaap reh kar
Har sitam sehte gaye tum
Kuch na keh ke bhi meri
Chahton mein rahe gum
Yeh muhabbat hai teri
Jise nafrat hai mitti
Li wafa ne angdaai
Thoda sa pyaar hua tha
Thoda hai baqi
Diljala hon bohut mein
Saari dunya jala don
Uss ki raahon ki saari
Roshni mein bujha don
Mujh ko chahe zamaana
Aur usse ye dil chahe
Mujh ko thukra ke kaise
Chen se wo reh paye
Mujh ko tanhaye dase
Mujh pe dunya ye hase
Pyaar ki hai ruswayi
Thoda sa pyaar hua tha
Na raha baaqi L
Chupke chupke najaane, kab who dil mein hai aayi
Ban ke khushboo woh meri, zindagii mein samaayi
Us ki har baat mujhko, ab to lagti bhali hai
Main Kissi rah jaoon, lage uski gali hai
Meri yaadoon mein rahe, who mere saath chale
Ban ke meri parchayi, haan mujhe pyaar hua ha,i who meri saathi
Thoda sa pyaar hua hai thoda hai baaqi
Ji ye chahe yeh lamhe bas yenhi pe ruk jayen
Saamne tum raho aur hum tumhe dekhte jayen
Dil mein hoone lagi hai meethi meethi si hulchul
Tum raho saath jaise meri aankhon ka kajal
Saath din raat rahe pyaar ki baat rahe
Aur rahe kuch na baaqi
maine izhaar kiya hai
sun mere saathi
Thoda sa pyaar hua hai thoda hai baaqi
Tum mere saamne ho, sach hai ya khwaab hai kkoi
Teri yaadon mein aksar, maine palken bhigoyi
Maine chaha hai tumko, dil ki gehrayion se
Teri khaatir lada hoon apni ruswaioon se
Maine dekha hi nahi, Humnasheen tumsa kaheen
Zindagi muskuraai, thoda sa pyaar hua hai thoda hai baqi
Hoonth khamoosh hain to, Aankhen kucch boolti hain
Pyaar ka raaz tum par, aaj yeh khoolti hain
Dhadkanoon mein meri tum, is tarha khoo gaye ho
Keh rahi hain yeh saansen, tum mere ho gaye ho
Main Jhaan Jaoon jidhar
Tu mujhe aaye nazar
maine palken jo uthaai
maine iqraar kiya hai, sum mere saathi
Thoda sa pyaar hua hai, thoda hai baaqi
Ayena jhoot bole
Mein nahi manta hon
Sach wohi jo dikhta hai
Itna mein jaanta hon
Ek hulchul si jaane
Kyun rahe mere man mein
Kuch samajh mein na aaye
Kya karon hon uljhan mein
Who to badle har pal
Jaise mausam chanchal
Jo bhi jaisi hai parayi
Dil usse maine diya tha
Milli ruswaayi
Thoda sa pyaar hua tha
Kucch nahi baaqi
Bikhre bikhre hain armaan
Saare sapne hain roothe
Kiya jin pe bharoosa
Wohi dhaage hain toote
Dard kaise ye sahoon
Chup bhi kasie mein rahoon
Ye nahi baat zarasi
Jispe aitbaar kiya tha
Usne ki bewafaai
Thoda sa pyaar hua tha
Kuch nahi baaqi
Dil mai kaante chubokur
Usnai badli hain raahein.
Bewafa hogayee woh,
Dil se uthti hain aanhein.
Paas aake bhi mujhse,
Door woh hogaya hai.
Kaisai batlaon kisko,
Mera kya khogaya hai.
Dard kaisai ye sahoon
Chup bhi kaisai mai rahoon,
Ye nahi baat zarasi.
Dil ye bezaar hua
Chaa gayee hai udaasi.
Thoda sa pyar hua hai,
Thoda hai baaqi.
Jaane kaisi hui hai
Mujhse aisi nadaani..
Meine bikhrali aapni..
Zindagi ki kahani.
Paas ake bhi mujhse..
Dur woh hogaya hai..
kaise batlaoon kisko..
Mera kiya kho gaya hai..
Dastaan dard bhari..
Maine chahat ko meri..
Apni haaton saza di..
Dil ye bezaar hua hai..
Cha gayi hai udasi..
Thoda sa pyar hua tha..
Thoda hai baaqi..
Zakhm itne mile hain,
hum ginai bhi to kaisai.
Dil ke tukre huai hain,
hum choonai bhi to kaisai.
Dard taza abhi hai,
zakhm mera hara hai.
Jheel si unn aankhon mai,
zehur kitna bhada hai.
Booj gayai saare diye,
apni palkon ke talai.
Saari umeedein piyaasi.
Jisko chahana hua hai,
Mera humraahi.
Maine to pyar kiya hai,
Tumne ki bewafayee
Dil ka ghum dil hi jaane,
kya kahoon mai kisi sai.
Maine aansoon chupayai,
inn labon ki hasi sai.
Dil ne tau kuch chaha tha,
aur kuch hogaya hai.
Meri palkon ka sapna,
ub kahin khogaya hai.
Meri aankhon mai nami,
Ismai hogi naa kami,
chayee chehrai pe udaasi.
Jisse ikraar hua tha,
jhoota woh saathi.
Thoda sa pyar hua tha,
Kuch nahi baaqi
Ek uljhun mai hai ye,
dil ka sansaar mera.
Ek taraf dosti hai,
ek taraf pyar mera.
Kiss dagar jaaon jaane,
kuch sumuj mai naa ayai.
Meray dil ki bechaini,
aur burti hi jaaye.
Issai pehlai to kabhi,
Zindagi aisi naa thi.
Kaisai do raahai pe ayee.
Ek humsayaa mera,
Ek hai purchayee.
Thoda sa pyar hua tha,
thoda hai baaqi
Jisme teri khushi hai,
woh ghadi mujhko piyari.
Mere dil ko ganwara,
ub to hur baat tumhari.
Gum woh chahai khushi ho,
saath mera rahaiga.
Chot tujhko lagai gi,
dard dil mai uthaiga.
Tu hase yuhin sadaa,
hai meri itni dua,
dosti maine nibhayee.
Yemere dil ne diya hai,
jo sazaa ayee.
Thoda sa pyaar hau hai
Thora hai baqi
Jaane hur baar mereay,
saath kyun hojaata hai.
Mai jissai chahata hoon,
mujhse woh khojaata hai.
Ismai meri khata kya,
koi mujhko batayai.
Pyar karnai ki itni,
kyun saza dil ye payai.
Ek chuban dil mai uthi,
Uske honton pe husi,
Maine kismat kya payee.
Jispe aitebar kiya tha,
woh hai hurjayee.
Thoda sa pyar hua tha,
Kuch nahi baaqi.
Tum nahi ho yahan pur,
tera ehsaas magar hai.
Dil ke deewarein sooni.
Kya tujhe iski khubur hai.
Koi aahat hoti hai,
yun lagai tum ayee ho.
Bhool kur saari baatein
saari khushiyan layee ho.
Jub mera toota bhurum.
Teri purchayee thi hum,
rehgayee hai tanhayee.
Yaad sau baar kiya hai,
tum nahi ayee.
Thoda sa pyar hua tha,
kuch nahi baaqi
Saath chora hai mera
Apni rahein badel kar
Ja sako to tum jao
Mere dil se nikal kar
Uff nahi mein karonga
Sare aansoo pe longa
Mere bin tum jiyo gi
Tere bin mein jilonga
Bewafai ki dagar
Tumko raas aai magar
hone de mero tabahi
Wada jo tumne kiya tha
Nibha nahi payee
Waada jo tumne kiya tha
Nibha nahi payee
Thora sa pyaar hau tha
Kuch nahi baqi
Jo hai hoton pe uske
Kya wohi uske dil mein
Kuch abhie who lagti hai
Kuch woh hogaye pal mein
Rah mein chalte chalte
Wo kahin bhi mud jaye
Ban gaye hai paheli
Ab ulujhti hi jaye
Dhoop ki tarha jale
Banke saya woh jhale
Wo samaj mein na aai
Apno ko yaar kiya tha
Chot hai khai
Thora sa pyaar hau tha
Kuh nahi baqi
Kisne dekha ghum mera
Meri haalat hai jaani
Meri barbaadiyon ki
Likhi tumne kahaani
Pehle to dil lagaya
Phir use tod dala
Saath chalte chalte kyun
Rah mein chod dala
Aisi hai dil ki lagi
Jo bujhaye na bujhi
Aag tumne wo lagayi
Tujhpe aitbaar kiya tha
Kuch nahi baki
Thoda sa pyaar hua tha
Kuch nahi baaki
Thida sa pyaar hua tha
Kuch nahi baki
Omg......saare ke saare raj ke scenes yaad aagayeðŸ˜