MILENGAE MILENGAE
Concept :
Anika and Shivaay the main characters are parted ways Vansh and Ansha their twin kidoos bring them together
Parallely showcases other couples RuMya and Om & Ishika
It is the main backdrop of the story character sketch will be updated...
I will decide whether to continue or not based on the comments...
PLS SHARE YOUR VIEWS😃😃😃
Subah Cheh bajhae Mumbai...
Dudh wale ne ghanti bajai jaise hi awaaj ayi dwarwaja khulti hai
Doodh wale: Meemsaab kal jyaada doodh dalne ke liye kaha aaj bhi jyada chahiyae
Anika :she thinks in her mind kal tak maa aur papa yahi the
aaj chale gaye aur mein phir sae
akeli ho gayi...
She replies Aaj se jayada doodh nahi chaiyae
Anika goes to kitchen
intro in her own words
Life bhi kitni ajeeb hai na doo saal bithgaye phir bhi mein wahi ki wahi reh gayi fharak sirf itna hai aaj meri life mein sirf do hi khaas rishtae bacha hai mera Vansh aur meri Ansha
Mein batana bhul gayi mein hu Anika Singh sorry ...Anika Tiwari
iss badi si Mumbai sheher mein ek badi MNC mein company secretary ki kaam karthi hu
pura office manage kana meri zimmedari hai aur uss ke saath maa ki zimmedari bhi toh hai
par life mein khush hu mein, ek hi kami hai...aur woh hai Shiv...
ithne mein Vansh rota hai...
Anika quickly wash the milk bottles and boil them fill the with warm milk and go to her bedroom
Vansh tum bahut badmaash ho bilkul apne papa ki tarah dekho Ansha kitni samjdaar hai...
Scene shifts to Delhi...
Saadhe Chae Bhajae
Shivaay intro in his own words
A handsome young man wents out his anger on his punching bag...
Do saal
Tumhari jaane ki wajah bhi nahi pata mujhe...
Kithi baar mein tujhae doondna chahaa tum nahi mili...
Pata nahi kaisi hogi tum
Wapas nahi aa sakthi...
Kisne kaha tujahe jaane ke liyae
Tum khud ko aur mujhae ithni badi saza dogi i have never expected...
Maa aur Papa bhi kuch nahi batatae...
Tumhari parents mera shakal bhi nahi dekna chahtae
Mila Chata hu par mil nahi sakta...kaha ho tum
Khud pae gussa ataa hai mujhae
Life mein itna kaambiyaab ban gaya ki meri unchaai choona kisi ki bas ki baat nahi,life mein sab kuch achive kiya par tumhae khodi...
pata nahi tumse kabhi mil paavunga bhi ya nahi...
Ahh... Anikaa (Shouts Louldly)
Manas😃
INDEX PAGE NO
Prolouge Two PG 2
Part One PG 3
Part Two PG 5
Part Three PG 6
Part Four PG 7
click on like button to receive pm😃