Part – 76
After dinner…
Geet asks Maan to close his eyes….
Geet brings the chocolate mousse…
Geet takes it close to him…
Geet: Maan, ab aankh kol sakte ho
Maan opens his eyes and looks at the mousse….
Geet: ye meine banaya hai
Maan: it looks yummy
Geet: try karke dekho
Maan keeps looking at her itself…
Geet: mujhe kya dekh rahe ho? Try karo Maan, utna bhura nahi hoga
Maan: kyun bhura hoga? Tumne kitne pyaar se banaya hai, toh ye bahut tasty hi hoga
Geet: then why are you waiting?
Maan: jis haath ne usse banaya hai ussi haath se khilaye toh aur bhi achcha lagega Geet
Geet: kya? Aap bache ho kya?
Maan: abhi se practice karlo Geet, badh mein bahut kaam aayega
Geet: kyun? Aap haina? Mere madat karne
Maan: mein toh ek time pe kissi ek ko hi sambal sakta na?
Maan is referring to Mansi and the baby…
Geet: aap kya keh rahe ho Maan?
Maan: haan Geet, tab Mansi aayegi toh mein usko sambaloon ya tujhko?
Geet: Mein abhi bachi nahi hoon, mein apne aap ko sambal sakti aur Mansi ko bhi, aap bas apne kaam sambal lo
Geet tries to have a spoon…
Maan holds her hand and stops her…
Maan: itne pyaar se banaye ho, toh ussi pyar se khila bhi sakti na?
Maan looks into her eyes and Geet can’t refuse as Maan takes her hand towards his mouth and eats the mousse…
Geet too looks into his eyes…
Maneet eyelock…
Geet: achcha haina?
Maan: hmm, bahut achcha hai, tum hi taste karke dekho
Maan takes a spoonful and gives her….
Geet is happy that she could make Maan forget his problems for the moment at least…
Later that night…
Both of them couldn’t sleep for they know that everything is not fine between them…
Maan is bothered about hiding the biggest happiness of their baby from Geet while Geet is worried that she has been the cause for Maan’s trouble…
Maan senses that Geet too is awake…
Maan: Geet
Geet: hmm
Maan: abhi tak soyi nahi?
Maan is worried that it may affect the baby inside her…
Geet: neendh nahi aathi Maan
Maan: bahut dher ho gayi Geet, abhi so jao
Maan gets a little closer and puts his arm around her…
Geet: aap bhi soye nahi?
Maan: sshhh, koi sawaal nahi, bas ankhen band karo aur sojao
Geet: Maan, aapse kuch poochoon?
Maan: hmm
Geet: aap kyun hamesha mujhse sare batein chupathe ho?
Geet is talking about Mansi matter…
Maan feels guilty…
Maan: kyunki tum aaise hi kamakaam pareshaan ho jaathi ho, aaise hota toh neendh kaise aayegi?
Geet: patha hai ki meri pareshaani ki wajha kya hai? .
Maan: kya?
Geet: yahi ki aap mujhse kuch bhi share nahi karte, aap mujhe pure tarah se apna Saathi nahi mante hai, mein abhi bhi aap ke liye Geet Handa hi hoon, Geet Khurana nahi, mein kitna bhi koshish karoon, phir bhi aapse har hi jaathi hoon, patha nahi mein kaise aapki laayak banoongi?
Maan: tum aaise kyun sochthi ho Geet? mein toh bas tumme kush rakhne ki koshish kar raha hoon
Geet: mein toh tabhi kush reh sakti jab aap bhi kush rehte
Maan: tumme kya lagta? Mein kush nahi hoon?
Geet: hmm, tab se aap ko Amritsar ki baat patha chala, aap mujhe lekhe bahut pareshan ho rahe ho, I’m sorry Maan, aap dekho, abhi se mein kuch nahi karoongi jo aapko pareshaan karta
Maan: nahi Geet, tum galat sochti ho
Maan looks at her worried eyes….. ab Maan Geet se chupa nahi sakta, ye toh kush hone ka waqt hai… Geet ko Maan kissi bhi tarah ke pareshaani se dhoor rakhega…
Aur aaise kushi ko Maan sab se pehle Geet se hi share karega na?
Jo bhi ho Geet ko jaanne ka haq hai….
Maan: Geet, mein bahut kush hoon
Maan holds her hand and moves it towards her tummy….
He makes her touch and feel the new life growing within her…
Geet is confused….
Maan: Geet, ab mein bahut bahut kush hoon, aur iss kushi ki wajhe tum ho Geet
Geet turns towards Maan who is still looking into her eyes…. Geet can see that his eyes are filled with love and that they are waiting to covey something huge, something good…
Geet realizes that he is really happy….
Maan: tumne jo mujhe dubara papa banadhiya haina?
Geet can’t believe that… what’s he saying?
Geet now observes her hand kept on her tummy carefully…
Maan presses her hand gently to acknowledge it..
Maan: haan Geet, tum maa banne wali ho, hummara bacha tummare andar jee raha hai
Every husband gets to know this news from his wife and here our Maan is lucky to be conveying this news to Geet..
Geet is almost in tears… what was she trying to do? If Maan didn’t come in time, what would have happened? She would have killed their own child…. She can’t believe that Maan forgave her after all that and is only concerned about her happiness…
Geet: mein kitni badi galti karnewali thi Maan?
Maan: sshhh, abhi waqt nahi aaise bathon ki, ye kushi ki waqt hai aur humme koi bhi wajhe se iss kushi ko khona nahi hai Geet
Geet: par Maan
Maan stops her from further talking by keeping his fingers on her lips…
Maan: chup bilkul chup, tumme meri kushi ki chinta thi na? Ab suno, MSK aaj bahut kush hai, thanks Geet
Maan kisses her forehead… Maan: aur tumme bhi kush hona chahiye Geet, aakhir ye hummari kushi hai
Geet is also happy to be bearing Maan’s child… she has now become an integral part of his life…
Geet is happy looking at Maan’s happiness… actually he is more happy than Geet… now he feels that their family is complete… Maan, Geet, Mansi and their little baby…
Geet can’t stop her tears…
Maan wipes them off…
Maan: nahi Geet, aaise waqt pe koi rota hai kya?
Geet: ye kushi ki ansoo hai Maan
Maan: ab se tummare ankhon mein kushi ki ansoo ka bhi koi jagah nahi hai, samjhi tum?
Geet: I love you Maan
Maan: ab toh so jao Geet, tum jagogi toh tummare saath saath mera bacha bhi jagega na?
Geet: toh aap ko apni bache ki padi hai aur mein soch rahi thi ki aap ko meri kitni chinta hai
Maan: tum nahi hoti toh bacha kahan se aatha? Chalo, ab tum donno chup chap so jao
Geet moves towards Maan and Maan pulls her closer….
Geet rests her head on his strong arms and falls asleep in no time knowing that her Maan is there to take care of the whole family, including the new one…
Maan is ready to do anything for his family’s happiness… he is now determined to to protect Geet from all the negativity of that Tara, it’s got to be his priority, and the law will take care of getting Mansi back….
1.2k