Awesome..
Riya was raw agent..
She n Arjun collect some information..
But 50 sikandar..Oh god..
Let's see what happens next..
Plz continue soon..
Thanks for pm..
N sorry for late comments..
Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 1st Nov 2025 - WKV
Bigg Boss 19 - Daily Discusdion Topic - 2nd Nov 2025 - WKV
🏏ICC Women's World Cup 2025: South Africa W vs India W, FINAL🏏
BILLI IN BASKET 2.11
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Nov 1, 2025 Episode Discussion Thread
BEIJJATI AT PEAKS 1.11
🏏India tour of Australia, 2025: AUS vs IND,3rd T20I, Oval🏏
🏏A Nation With Billion Dreams, Best Wishes to Our Women in Blue🏏
Angad marries Vrinda ; Mihir & Tulsi ka rishta khatam!
Sushant’s sister has lost her mind completely!
˗ˏˋ ★ Pick Your Team! (Teams Feature) ★ ˎˊ˗
Should Salman Khan finally find a girl to marry on his 60th birthday?
What if............Arjun
Favourite couple : Nov.1, 2025.Best epi. HD Clip. 😆😆
Riya(chouk kar): aap?...
Admi: madam ye lijye bill
Riya ka focus change hota hai, woh bill pay karke turn hoti hai par woh coat wala admi tab tak baahar jaa chuka hai, Riya chup - chap baahar jaati hai, puri sadak khaali hai, woh admi zyaada dur nahi khada, Riya dheerese uske paas jaati hai, dono chalne lagte hai, ek do pal baad Riya silence break karti hai
Riya: boss! Aap yaha kaise? Agar kuch kaam tha toh mujhe bula liya hota
Boss: Riya aaj main sirf ek boss ki hesiyat se nahi, balki tumhare well wisher ki hesiyat se bhi aaya hun
Riya: main kuch samjhi nahi sir
Boss: Riya I really hope tum jaanti ho ki tum kya kar rahi ho...tumne ek civilian ko apni identity batayi hai (Riya conscious ho jaati hai par pehle sab kuch sunti hai) uske liye humare sources use kiye hai, kahi aisa na ho ki woh tumhara istemaal karke tumhe chod de
Riya: nahi sir! Main unhe jaanti hun, woh aisa kabhi nahi karenge...
Boss: kya main jaan sakta hun ki tumhara uske saath aisa kya rishta hai?
Riya silent ho jaati hai par woh jaanti hai ki bina sahi jawaab diye woh bach nahi sakti
Riya: main...main unse pyaar karti hun
Boss sigh karta hai: I thought so...har ulte sidhe kaand ke liye wajah kisi na kisi rishte ka pyaar hi hota hai, kabhi desh ka, kabhi duty ka, kabhi pariwar ka, toh kabhi boyfriend ka!!!
Riya koi jawab nahi deti
Boss: kya woh tumse pyaar karta hai?
Riya: mujhe nahi pata...shayad nahi
Boss: fir bhi tum uske liye itna sab kar rahi ho?
Riya: mujhe unki khushi chahiye..
Boss: lekin kya sirf apna badla pura karne se woh khush ho jaayega?
Riya is baat se nahi choukti ki woh Arjun ki puri kundli jaante hai after all woh Mumbai R&AW ke head the, par uske sawaal se chouki
Riya: main kuch samjhi nahi
Boss: dua karo ki agar samajh bhi jaao toh tumhare... pyaar ko samajh na aaye
Riya: sir aap kya keh rahe hai? Mere kuch samaj mein nahi aa raha hai
Boss: waqt aane par samajh jaogi, abhi ke liye itna samajh lo ki bhale hi tum meri favourite officers mein se ek ho lekin agar kisi aur ko tumhara raaz pata chala ya ye pata chala ki tum kaise Sikandar tak pahunchne ki koshish kar rahi ho toh...(apne coat ko shift karke waist holster par gun indicate karta hai) tum jaanti ho ki kya hoga
Riya gehri saans leti hai: ji
Boss: personally speaking main apni favorite officer ko chot nahi pahunchana chahta par..you know the rules...country comes first
Riya smile karti hai: jaanti hun sir... (jokingly)Aapki jitni umar nahi hai ki cheezein bhulne lagu
Boss lightly laugh karta hai: best of luck!!
Riya nod karti hai, aur uska boss waha se chala jaata hai, Riya bhi apni ghar ki taraf jaati hai
Riya mv " thank god maine Arjun sir ko bhej diya! Unhone inhe dekh liya hota toh pata nahi kitne sawaal karte...par boss kis baare mein baat kar rahe the?...hey bhagwaan! Please ETF mein kisi aur ko mera raaz pata na chale warna boss mujhe shaheed kar denge? Uska toh koi problem nahi lekin marna hai toh field par maru na? aise sirf rule book ke liye mujhe nahi marna...please ha mera dhyan rakhna"
Aise hi sochte hue woh so jaati hai.
Agle din, ETF office -
Rathore: us truck ke driver se pata chala hai ki uska boss koi Saddam naam ka admi hai...
Arjun(thoda aggressively): kaha milega?
Rathore use look deta hai: patience...itna utavla kyun ho rahe ho?
Riya chupke se Arjun ko control karne ka ishara karti hai, Arjun shaant hota hai
Rathore continue karta hai: uska kehna hai ki Saddam kal Tower of Silence ke paas ek bahot badi drug deal sign karne waala hai, shaam ko kuch 6 baje ke aaspaas
Ayesha: kya jagah chuni hai in logon ne...
Chotu: par unhe dar nahi lagta hoga? Waha toh bhoot pret ghumte honge na?
Sab Chotu ko dekhne lagte hai, Arjun aur Sameer disbelief mein apna sar hilate hai
Chotu: kya hua?
Shree uske kandhe par haath rakhta hai: kuch nahi Chotu...apne dimag par zyaada zor mat daal
Arjun: hume ek plan of action chahiye!
Sameer: you're right! Team!!...get to work!!!
Puri ETF Saddam aur uske admiyon ko pakadne ke liye ek effective plan banati hai
Riya: sir hume advanced weapons chahiye honge
Rathore: ha Riya main commissioner sir se baat kar chuka hun, hum zyaada hathiyaar issue kar sakte hai
Riya na chahte hue bhi nod karti hai mv " sir...advanced weapons aur zyaada weapons mein fark hota hai...mujhe hi kuch karna hoga!!"
Rathore: that's it then!!! Let's call it a day! sab nod karke nikalte hai. Arjun dekhta hai ki Riya kisi soch mein hai
Arjun: chale Riya?
Riya presence mein aati hai: ha...chaliye
Tabhi Sakshi dono ka raasta rokti hai, basically Riya ko ignore karte hue
Sakshi: Arjun, mujhe bhi lift de do na, mujhe tumare lodge ke paas ke restaurant mein ek friend se milna hai
Arjun: main lodge mein nahi rehta!.aur car ki taraf chala jaata hai
Riya chup chap follow karti hai, piche sab thoda stun ho gaye
Sakshi: lodge mein nahi rehta ?...toh fir kaha?
Par kisi ke paas koi jawab nahi hai
Rathore mv "lodge mein nahi rehta? Toh phir kaha rehta hai woh?...ghar par? Lekin Roshni ke baad usne ghar chod diya tha, mere itna kehne ke baad bhi woh ghar waapis nahi gaya...toh phir ab kya hua?"
Aise hi sochte hue ghar jaata hai. idhar dusri taraf Arjun aur Riya gaadi mein hai
Arjun: kabse kya soch rahi ho Riya?
Riya: kal ke baare mein...Saddam Sikandar ka right hand ban chuka hai, use pakadna itna aasaan nahi hoga, aur pakad mein aane ke baad bhi uska muh khulwana aasaan nahi hoga
Arjun: mujhe sirf uske pakde jaane ki fikar hai Riya, muh toh kaise bhi karke khulwa hi lenge
Riya : hmmm...
Mv " itna aasaan bhi nahi hai sir"
Arjun Riya ko ghar chod deta hai, Riya seedhe apne bedroom mein jaati hai. apne cupboard se ek chabi nikalkar study ki taraf jaati hai. ek book shelf wall par hai, uske paas ek warrior ka statue hai. Riya us statue ke spear ki position change karti hai, immediately uska book shelf shift hokar andar chala jaata hai aur upar se ek aur wall niche aati hai. uske key hole mein chabi daal kar woh door slide karti hai. uske shelves par...guns, chote grenades, kuch gadgets and what not!
Riya smiles seeing her personal stash, selecting a few light weight, semi - automatic guns, she closes everything and goes to sleep.
Next day, Outside the Tower of Silence -
There is silence all around, the sun is preparing to set over the horizon, The ETF officers are armed and in position, hiding behind trees and bushes, ready to attack!
A Mercedes Benz arrives with elegance and stops near the main gate of the Tower. The driver door opens and a mid-thirty handsome man wearing an Armani suit emerges out. He puts his hand in his coat's inner pocket and removes a Marlboro. Lighting it with a gold lighter, he glances around at his surroundings. Finding nothing suspicious, he puffs out the smoke.
In hiding -
Ayesha: ye toh famous industrialist Armaan Malik hai!
At the same time two open air jeeps, containing a few thugs. The jeeps park a little away from the car not much far from where the ETF had taken cover. The men move down towards Armaan leaded by a guy woh was probably in charge of the party. The guy was clearly scared to death as he cautiously approached the industrialist who was eyeing them sternly.
Admi: boss...
Armaan slaps him hard making him stumble and fall back, only to be saved by his men
Armaan: SHUT UP!!! 30!! 30 LADKIYAAN POLICE KE HAATHON TUM BEVKUFON KI WAJAH SE LAG GAYI!!
No one dares to say a word.
Just then a BMW arrives to steal the show. Seeing the car, Armaan controls his temper and puts on a welcoming face. The car comes to a halt near him. The driver gets out and opens the back door for his master. Another Armani suited man steps out, this time...an American.
Armaan moves hand forward to shake: welcome to India!
American(shaking hands): Thank you Mr. Saddam
Armaan: hope you had a pleasant ride Mr. Mark
American(smiling): I sure did, except of course excluding the amount of traffic I had to make my way through
Armaan(laughing): what can I say? Mumbai... is a busy city
Mark : of course it is! Busy and bustling! The only thing that would make it better would be a bit of coke...don't you think?
Armaan(understanding his reference): it sure would Mr. Mark! And...(indicating his men) I've got more than a bit to make you cheerful.
[ok, here coke means cocaine]
And points towards his men who are now unloading suitcases. The men wheel four suitcases towards the duo.
Mark : I assume it's everything we had agreed upon
Armaan: of course! We have a saying in hindi Mr. Mark that beimaani ke dhandhe mein bhi imandaari zaroori hoti hai (Mark looks confused) which means that you have to be faithful to your illegal business even if you are unfaithful to the law.
Mark laughs: that's a good one!
And reaches out for the bags.
Armaan: Mr. Mark, (he looks up to him) I sure hope you are keeping up to the end of your bargain as well
Mark smiles: of course Mr. Saddam.
Reaching out inside his car he removes a small briefcase and hands it to him
Mark: your money in bearer bonds
Armaan(taking the briefcase) : hope to do business with you again
Mark indicates his driver to load the suitcases inside: me too Mr. Saddam, me too!!
In hiding -
Rathore: come on guys let's move out!!
ETF emerges out from their hiding
Rathore: SURRENDER YOURSELVES!!
The men look around astonished surrounded by the officers
Armaan: NOT SO SOON OFFICER!!
And a heavy round of firing breaks out between them, taking cover behind the cars both the sides are continuously firing,
Mark panics: WHAT IS GOING ON SADDAM?!?!?!
Armaan: OH SHUT UP!! And pulls him away from the line of fire!
Armaan's men are well-equipped, ETF are trying their best to overpower them. Cursing them Arjun moves down to the cover to reload his gun.
Arjun(annoyed): agar isi tarah chalta raha toh hum use nahi pakad paayenge, humaari goliyaan aur jaan dono khatam ho jaayegi
Only Riya is there with him
Riya: mujhe pata tha aisa hi kuch hoga... I came prepared
Arjun: kya matlab?...
Intro: Rudra fakes a relationship with his best friend Soumya to impress glamorous Bhavya-but ends up falling for the one girl who truly knew...
[NOCOPY] P Y A A R. K A. N A G H M A. "Friends?" a little boy extended his hand towards a girl which she responded. They smiled and embraced...
Hello everyone! I will be posting my 5 one-shots over here which I sent in for the Pyaar Ka Trope-fest contest. They are all standalones and...
44