nice one
thanks for PM>
continue soon
love
Riddss
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 31st Oct 2025
Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 1st Nov 2025 - WKV
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Nov 1, 2025 Episode Discussion Thread
BEIJJATI AT PEAKS 1.11
Deepika Alia Atlee Ranveer Janhvi Aryan-Halloween costume Ambani party
Angad marries Vrinda ; Mihir & Tulsi ka rishta khatam!
Mitali scene clip : Pret Aatma / Dimaagi bimari
🏏A Nation With Billion Dreams, Best Wishes to Our Women in Blue🏏
Sushant’s sister has lost her mind completely!
SRK Film Festival SRK Mania
Which November release excites you the most?
˗ˏˋ ★ Pick Your Team! (Teams Feature) ★ ˎˊ˗
♕ Go Go Page Rangers🏆┇Nov BTRC 2K25 ♕
What if............Arjun
| BOOKCHESTER UNITED ⚽️ 📖 | Nov’ 25 BTRC | 🍂🍁
Tottenpage Hotspurs Nov 2025
BILLI IN BASKET 2.11
hey frnds...shocked very much to get the news that dmg is ending on 15th october😭....dmg is my life😔😔😔....without dmg my life is like a hell🤢🤢🤢....so i have shocked to know that....anyways...dmg serial will end ..but my ff is always for arman- riddhima....karan-shilpa.....love dmg....love karan -shilpa/arman-riddhima.....🥺🥺🥺
Anjali :" riddhzi,aaj hum sab paas ke village mein ja rahe hain'. Wahan kaafi patient hain'.check-up bhi ho jayega aur picnic bhi....tu chal rahi hai na....'.
Riddhima : "di wo actually''
Anji : "kuch prob.hai?'teri tabiyat to thik hai?...
Shan : "arey aaj arman aayega....'mujhe massage bheja tha'
Anji : "to feer program cancel kar do....'.
Shan : "arey nahi hum sab chalte hain.....'riddhzi ko rahne do...'.feer hum to evening tak wapus hi aayenge.....''
Riddhima : "haan di'toom log program cancel mat karo'..
Anji :" ok'sweety.....
Sabhi ready ho ker nikal parte hain except riddhji'..riya,muskan,pooja ridhima ko chorna nahi chahti thi but atul ke samjhane per wo maan jaate hain'''
'''''''''..
Riddhima ko ab arman ka intjaar hai....'..arman 4 baje pahoonchne wala tha....'aur riddhima 3 baje se ready hoker baithi hai'....mano ooske saajan aate hi oose leker apne desh le jayenge....'..saari dopahar na jane kitni dress change ki....'.kitne hair style change kiye....'.baar-baar sochti arman ko kya pasand hai....'.feer bahoot tired ho gayi aur sochne lagi arman ko to modern dress jyada pasand hai but wo to waisa dress or make-up nahi karti....'.feer!'lekin wo kaisi bhi dress pahne arman ki nigahon mein herdum praise hi paya hai....'feer itna keun soch rahi hai?....oose to pata hai wo jaisi hai arman ko pasand hai.....'..
Riddhima ko pata hai arman likes red colour so much....'sauce wala laal'but ooske paas to ek bhi sauce wala red dress nahi hai....'ish baar wo dher sara red dress kharidegi'.arman ko jo pasand hai karegi....'.oosse alag rahker ab ooske hi colour mein dhal jaane ko ji chahta hai...'ab oose samajh mein aaya hai wah apne duke se alag hoker ji nahi sakti'..riddhima pink colour ki salwar pahanti hai'..thora red ke karib...'thora arman ke dill ke karib.....'.
.......................
Abhi 5 baz chooke they but arman ka pata nahi tha...'.riddhima ab patience nahi rakh paati aur arman ke mobile per try karti hai to pata chalta hai ki janab mobile ghar per hi chor aaye hain....'.but kaki ne kaha wo poona se nikal chooka hai....''
Riddhima was anxious....'."itni der keun ho rahi hai!....'always high speed per drive karta hai....'bahoot careless hai....'.ab wo oose aisa nahi karne degi....'oose apni kasam de degi aur nahi soonega to papa ko bata degi....'.papa ki baton ko arman kabhi nahi talta"'..'.
.tabhi orphanage ke bachche aaker riddhima ko oonke saath khelne ki jeed karte hain'.
Pinto: "didi chalo na...'humare saath khelne'.
Riddhima : "aaj toom log khelo babu'.
Sonu: "hume bilkool bhi maza nahi aa raha....'bhaiya ,didi koi bhi nahi....'aap chalo na'plz'.
Riddhima :" ok'chalo'.
,,,,,,,,,,,,,,
Arman riddhima ke khyalon mein khoya drive kar raha tha....'.highway per kaafi jam tha jisse late ho chooki thi....'shan ne bataya tha aaj sabhi picnic per ja rahe hain...'sirf riddhima rahegi orphanage mein...'.arman ke dill ki dharkan tej ho rahi thi....'.aaj wo apni 'duchess' ko bata dega ki wo ab ooske bina ek pal nahi rah sakta...'.wo riddhima ki her baat manega....'.oose jo pasand hai wahi karega...'her waqt riddhima ke likes-dislikes ka khyal rakhega...'.but arman ko to riddhima ki like-dislikes pata hi nahi!...riddhima ke frnds se pata lagana parega'.....coz arman itna samajh gaya hai ki riddhima itni shy hai ki kuch nahi batayegi...''kaafi late ho chooka tha....'arman ne socha ekbaar apni jaan ko bata doon'...nahi to ghabrayegi'.but mobile to ghar per hi bhool aaya...'."dekho duck..meri haalat..'toomhare pyar mein ab mai sab kuch bhool chooka hoon....'kuch bhi hosh nahi rahta'.".....''
''''''''''..
Arman orphanage pahoonch chooka tha..'..ooka dill bahoot joron se dhakdhak kar raha tha...'.kahan hai ooski riddhima!!..ooski duchess!!.
Bua: "aa gaye dr.arman!'..ander aao beta'.
Arman : "ji aap?...
Bua: "mai bua hoon..'.bachchon ki dekhbhal karti hoon'
Arman : "ji bua..riddhima'.
Bua : "wo oodhar garden mein hai...'bachchon ke saath...'meri riddhima to itni pyari hai ki bachche oonhe chorna hi nahi chahte'.
Arman (mun hi mun): "bahoot pyari hai..'.mai bhi chorna nahi chahta'.
Bua : "kuch kaha toomne?..
Arman :" na..nahi to..'mai jaoon garden mein?'.
Bua : "haan haan sure beta....
.............
Arman garden mein aata hai jahan se dher saare bachchon ki aawajen soonai de rahi hai....but he surprised to see the scene!!.......garden mein rang-birange flowers!...oonme khilkhilate dher saare bachche!..mano rang-birange butterflies...birds....and oonke beech ek angel!!...pink angel!! Pink pari!!...oonke saath khelte...hunste.....jhoomte!!.....kya ooski duchess itni khoobsoorat hai!itna khilkhilati hai!oosne to kabhi nahi dekha!....kya oosne ek angel ko kaid karke rakha hai! Oosne kabhi ish pari ko aazadi nahi di...ish liye to arman kabhi bhi ish khanakti hunsi ko soon nahi paya.......but ab wo ishe ek princess ki tarah rakhega.......
Arman choopker dekh raha tha.......wo ankh-michouni khel rahe they.......riddhima ke aankhon per patti bandhi thi.....bachchon ko pakarne ki koshish ker rahi thi.....arman ko sararat soojhi.....wo bahar nikal aaya....bachchon ko choop rahne ka ishara kiya aur khood riddhima ke saamne khara ho gaya........aur agle hi pal riddhima ooski bahon mein thi!!!.....
Ridhima ne apni aankhon ki patti khol li thi....dono aamne-saamne they!riddhima ki bahen arman ko pakre hue thi!.....ek doosre ki aankhon mein khoye hue!..apne-apne dill ko choorane wale ko pakar liya tha!.......
Achanak riddhima ko sonu ki aawaj soonai di....
Sonu: "didi toom log kya kar rahe ho?
Riddhima(sakpakate hue) :" kk..kuch nahi....chalo bachchon..... aaj khel khatam....
Bachche: "di khelo na...ab ye bhaiya chor banenge....
Riddhima (mun hi mun): "ye to pakka chor hai' dill choorata hai.....ishe chor banne ki kya jaroorat?
Arman : "toomne kuch kaha?
Riddhima :" nn..nahi to'.mai coffee banati hoon'.chalo bachcho'bua boola rahi hai'.
......................
Riddhima kitchen mein aa jati hai..'coffee banana to ek bahana hai...'wo arman ke saamne jane se katra rahi hai....'.bua to bachchon ko lekar busy hai'.orphanage mein bush arman aur wo hai....'..do dill ek saath dharakna chahte hain....'but ye lazza bhi kaisi besharam hai'...na chaho tab bhi aa jati hai...'aur do dill ko apni mun ki karne nahi deti...'.
Riddhima inhi baton mein khoi hui coffee bana rahi hai'.tabhi wo kisi ke bahon ko apne charon taraf feel karti hai....'arman!!!....wo aankhen band kar leti hai....'.peeche move karne ki himmat oosme nahi hai...'apne saajan ki ye najdikiyan shayad ooski jaan hi le le!!...................
Arman(naughtily) :" hoon'.aankhen band kar coffee banate hue kisi ko pahli baar dekha''
Riddhima(ghabrai si) : "nahi mai to......
Arman : "mujhe toomse kuch kahna hai duck........meri baat soonogi?.....
Bablu (peeche se): "kya kah rahe ho bhaiya?..kahani?..mujhe bhi soonna hai....
Arman : "idhar aao....toomhara naam kya hai?
Bablu:" bablu''.....
Arman : "haan to bablu....mujhe itna hi kahna hai ki '.."i love you'.i need you...'and I wanna spend my life with you"''
bablu: "arey bhaiya'.hindi mein bolo na'
arman : "nahi samjha......
bablu: "nahi......
Arman (naughtily): ek kaam karo bablu...'di se ishka meaning pooch lo'..
Tabhi oonke frnds ki aawaj aati hai....riddhima ki mano jaan chootti hai....arman ne to bari aasani se kah diya tha but ooski haalat kharab thi....ooske liye bahoot muskil tha iska jawab dena......
Riddhima :" chalo bablu...sabhi aa gaye......
Wo jaldi se bahar nikalna chahti hai per arman ki sararat!!oof!!ab riddhima ki dupatta ooske hath mein thi......
Riddhima : "plz'.koi aa jayega'..
Arman : "aane do... mai toomhara husband hoon'.
Riddhima :" plz'..
Arman : "ok...'but toomhara jawab baaki hai'..
Riddhima(sharmate hue) : "mujhe nahi pata''...
Riddhima chali jati hai aur arman khoya sa rah jata hai...."oyye hoyye riddhima!toomhari adayen!!...ab to dill oon adaon ko herdum dekhna chahta hai!........
.................
Raat bahoot ho chooki hai....riddhima ko bachchon ne aaj nahi chora...kal oonki pyari di chali jayegi...so aaj oonke saath rahna parega..oonhe story soonani paregi......anji aur soni bhi wahin thi................
Riddhima ke baaki frnds garden mein baithker baaten kar rahe they.....arman wahan aata hai....
Shan :" aao arman...riddhima se baat hui?....
Arman : "wo baat karti hi kahan hai'..
Atul : "humari frnd thori shy hai...but jise apna manti hai ooske liye sab kuch kar sakti hai.....
Arman :" kya wo kabhi mujhe apna manegi?....'lagta to nahi'.
Atul :" keun nahi'.but ooske liye toomhe ooske saath thora free hona parega..'ooske likes-dislikes ka khyal rakhna parega...''ooska dill jitna parega''''
Arman : "mujhe to kuch pata hi nahi''.
Rahul :" to hum frnds keun hain....'hum toomhe help karenge'..haan dekho riddhima likes pink colour.....''
Riya: "she likes classical music'.
Pooja : "oose sabse jyada pyar hai dr.sashank'.... I mean ooske papa ke sanjiwani se.....'
Abhi : "ooska aim hai papa ke sapno ko poora karna'''..
Atul : "wo kisi se naraj hoti hai to simple oosse bolna band ker deti hai...''
Riya :" oose manane ka sabse achcha tarika hai ooski fav. Almond choko and pink roses gift mein dena.....''
Arman : "hmmm....'aur ooski dislikes'''
Atul :" ooski koi dislikes nahi hai'..ooski sabse bari khoobi yahi hai...'na chahte hue bhi wo sabke pasand-napasand ko respect karti hai''''.
Arman : "koi aisi cheez..jise wo hate karti hai?.....
Frnds : "nahi...nothing.........
Arman : "kuch bhi nahi!!.....
Achanak muskan bol parti hai...."arey hai na'.toom log bhool gaye?..wo blue eyes hate karti hai'..
Rahul: "choop!choop pagli'.kya bole ja rahi hai'..
But arman ke kaano tak baat pahoonch chooki thi''
Arman : "plz.agar toom log mere bhi frnds ho to mujhe poori baat batao...'.
Atul : "yes arman...'muskan nasamajhi mei bol gayi but I think toomhe ye baat pata chalni chahiye'..keunki ye toom dono ki life se joori hai....'riddhima sabse jyada hate karti hai 'blue eyes'se...'.but mujhe lagta hai wo ab mature ho gayi hai......toomhare pyar ko samjhti hai and of course toomse pyar bhi karti hai'..
But ab arman ko kuch bhi soonai nahi de raha tha...'..riddhima hates 'blue eyes' !!!! ish liye wo kabhi arman ki aankhon mein nahi dekhti!''..lekin wo apni in aankhon ka kya karey!! Wo to inhi aankhon se riddhima ke dill mein ootarna chahta tha!but jab riddhima inse hi nafrat karti hai to wo arman ko dill mein ootaar hi nahi sakti...'..aaj tak arman ko apne in aankhon per naaj tha jisper na jaane kitni girls dill haar baithi thi....'but ab wahi aankhe ooski dooshman najar aati hai''.jo ooske aur ooske pyar ke beech mein aa gaya hai!!!!!!!!...........
hey my sweet frnds....simple_sweet, jannat4ever, salinashah, sasya, scorpio95, Ayesha4, moonlight2630, kashndsel4eva, spvd, sammy4u, Iqbal Neha1, ARMAANKSGFAN.......thanks for your lovely comments....hope you will like this part...plz.give comments and press the like tab....your comments make my day..........thanx...love...
love you all
love you always
punam
I am planning to write a friendship story. I will choose the love interest of Paras Kalnawat and Karan Kundra according to the choice of the...
Hello everyone ☺️ This is Saumya ❤️ I have completed the five long threads of my FF "Hum Sath Sath Hain.!" A modern time story Following are the...
8