Pratik is a freaking bully. Salman ne kaha I don’t want to talk tab hi bak bak kiye jaraha hai. The most ill mannered person and highly annoying and irritating as hell.
Self appointed captain nahi self appointed Bigg Boss hain. Ek duty k peechay mar raha hai and neha ne fan following batado to bas peechay par gaya hua umar k.
Kal to dangal bhi hai. Kal jo task hua kaisay hua dekhaingay lekin Pratik ka hai he will never wait for his turn har ek k task ko interrupt karega and radh karanaya main to degree hai. Kabhi bhi apnay against sun hi nai sakta. Murder kar k bhi kahega mera intention nahi tha.
Ye clear hai k us ne mug mara steel ka tha to over reaction hai n physical hai phir dikh raha hai donon physical hue and Salman kal sunayega bhi n then dangal main pura chance dega physical honay ka.